Islamic Blog

Khaak e Karbala Poetry

Khaak e Karbala Yeh mera Paani Khaak e Karbala Yeh meri roozi Hai Khaak e Karbala Yeh meri hayaat hai Khaak e Karbala Yeh meri suraj aor chand hai Khaak e Karbala Yeh meri subha aour shaam hai Khaak e Karbala Yeh meri qalb or jiggar hai Khaak e Karbala Mujhe bulaaday Khaak e Karbala […]

Shahadat-e-HUSSAIN (Alaihey SaLam)

JaB Karbala K Taptey Huey Maidaan Me Imaam Hussain Ki AulaaD Aur Bhai Aur Saathi ShaheeD Ho’Gaye To Jang Ladney Ko Akeley HUSSAIN Bachey Thy Tab Imaam Hussain Ne Zulfiqar Talwaar Ko Uthaya Aur Yazeedi Lashkar Pe Sher Ki Tarah Waar Kartey Gaye Us Waqt Ka Manzar Taareekh Me Likha Gaya Hai K Jis Taraf […]

KHAAQ-E-KARBALA: BIBI ZAINAB KE DO SHEHZADE AUR HAZRAT ABBAS ALAMDAR RADIALLAHU ANHU KI SHAHADAT

Hazrat Wahab ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮧ Ki Sahadat Ke Baad Hazrat Imam Husain ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮧ Kheme Me Wapas Aaye aur Apni Humshira Sayyeda Zainab ﺭﺿﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻨﻬﺎ Se Farmaya…. ” Bahen !!!! Zainab Utho Aur Bhai Hasan Ki Kaman Do Nana Mustafa ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ki Dastar Do Aur Baba Ali […]

Shab e Ashura Ki Nafal Namaz Aur Roza

Mahe Ramzan Ke Roze Ke Baad Sabse Jyada Sawab Maahe Muharram Ke Rozo Ka Hai. Is Post Me Muharram Ke Rozo Ki Fazilat Hadees Ke Hawalo Se Bayan Ki Gayi Hai. Muharram Ki 9vi Aur 10vi Tarikh Ke Roze Rakhne Ki Koshish Kare Aur Swabe Darrain Hasil Kare. Hazrat e Abu Hurairah رضي الله عنه […]