Islamic Blog

Hadith: Musalmaan ko jo takleef pahuchti hai us sey uskey gunaah kam hotey jatey hain
Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Hadith: Musalmaan ko jo takleef pahuchti hai us sey uskey gunaah kam hotey jatey hain

Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo museebat kisi musalman ko pahunchti hai Allah taala usey uskey gunaahon ka kaffara kar deta hai , Ek kaanta bhi agar jism ke kisi hissey mein chubh jaye to wo bhi us shaksh ke gunaahon ka kaffara ban jata hai
Sahih Bukhari, 5640

Abu Sa’id Al-Khudri aur Abu Hurairah Radi allahu anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Musalaman jab bhi kisi Pareshani, Beemari, Ranj aur malal,Takleef aur Gam mein mubtala ho jata hai , yahan tak ki usey koi kaanta bhi chub jata hai to Allah Subhanahu usey uskey gunaahon ka kaffara bana deta hai.
Sahih Bukhari, 5641
———————————————————

Narrated ‘Aisha Radi Allahu Anhu : (the wife of the Prophet) Allah’s Apostle Sallallahu Alaihi wasallam said, “No calamity befalls a Muslim but that Allah expiates some of his sins because of it, even though it were the prick he receives from a thorn.”
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 70, No. 544:

Narrated Abu Sa’id Al-Khudri and Abu Huraira Radi Allahu Anhuma :The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said, “No fatigue, nor disease, nor sorrow, nor sadness, nor hurt, nor distress befalls a Muslim, even if it were the prick he receives from a thorn, but that Allah expiates some of his sins for that.”
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 70, No. 545:

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm