Islamic Blog

ASSALAM O ALAIKUM
Jo insan Namaz padhta hai, Uske
liye Namaz Qayamat Ke din Noor,
Daleel Aur najaat hogi, Aur Jo na
padhe uske liye Qayamat ke din
Na Noor hoga or Na Daleel Aur
Na hi Najaat. Or Wo insan
Qayamat K Din Fir’on Haman aur
Uby bin khalf Ke Saath Hoga.
Hazrat Muhammad (sallallahu
alyhiwasallam) ne farmaya (jiska
matlb yeh hai ki)
” Qayamat Ke din Bande Ke
A’amal (deeds) mein sab se
pahele ‘NAMAZ’ ka sawal hoga,
Agar bande ne duniya mein
namaz padhi hogito Qamyabi
payega Aur Agar nahi padhito
Woh Ruswa hoga Or Usne
Nuksan uthaega.

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.
mm