Islamic Blog

Namaz Ki Rakat

man read namaz

Namaz Allah ki ibadat ka ek tarika hai. Namaz ko padhne ka hukm khud Allah ne diya hai, isliye isko kisi bhi halat mein taala nahi ja sakta. Allah ki taraf se din mein 5 time ki namaz ka hukm hai, agar koi insan isko nahi padhta hai to usko gunah hota hai, aur padh […]

Isha ki namaz ka Tarika

salat namaz

ISHA KI NAMAZ Namaze Isha me kul 17 Rak’at h pahle 4 Rak’at Sunnat fir 4 Rak’at Faraz fir 2 Rak’at Sunnat fir 2 Rak’at Nafil iske bad 3 Rak’at Witar (Wajib) Fir 2 Rak’at Nafil 👉🏿4 RAK’AT SUNNAT KI NIYAT- Niyat ki maine 4 Rak’at Namaz Sunnat Isha ki Allah Ta’ala ke liye Sunnat Rasolulah […]

Salatul Tasbeeh Ki Namaz ka Tarika Hindi

salat namaz

Bismillahirrahmanirrahim    *Salat-ul-tasbeeh parhne se agle , pichle , purane , naye, galti se kiye huye , jaan bujh kar kiye huye, chote, bade, chup par kiye huye aur khullam khullah kiye huye sab gunaah maaf* ——————– Hazrat Ibn Abbas radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Hazrat Abbas se […]

Namaz Me Hone Waali Galtiyan

salat namaz

Namaz Padhne K Dauran Me Hone Wali Bohat Badi Galtiyan, Jin Se Bachna Bohat Zaarori Hota Hai. (1) Jaldi Jaldi Namaz Pahrna,galti (2) Paon Or Ungliyon Ka Qibla Ke Tarf Na Hona,galti (3) Sajde k duran paaon ka zameen se uthh jana,galti (4) Imam Se Pehle Koi Arkaan Adaa Karna,galti (5) Rukuh Me Kamar Ka […]

Eid ul Adha ki namaz ka Tarika

salat namaz

Eid ul Adha ki namaz ka Tarika Hindi (Niyat ki maine 2 rakat namaz Wajib Eid Ul Adha ki, Zahid 6 Takbiro ke, Muh Kaaba shareef ki taraf, Picha is Imam ke, Allah o Akbar) 1, Pehli Takbeer Jab Imaam Pehli Takbeer Kahe To Dono Haath Kano Tak Uthaye or Hatho Ko Bandh Kar SANA«subhanakallahumma» […]

WAJIBAAT E NAMAZ

man read namaz

————————- Namaz k 14 Wajibaat hain. ——————————– 1) farz namaz ki pehli 2 rakat me or sunnat ,nafil or vitr ki har rakat me surah fatiha padhna. 2) farz ki pehli 2 rakato ko kira’at k liye khas padhna. 3) farz ki pehli 2 rakato me or dusri namazo ki har rakat me surah fatiha […]

Islamic Hadees In Hindi । जमात के साथ नमाज़ पढ़ना

START OFFER OF NAMAZ

Islamic Hadees In Hindi । जमात के साथ नमाज़ पढ़ना Islamic Hadees In Hindi बा-जमात नमाज नहीं पढ़ने पर आने वाली मुसीबते अल्लाह के हबीब सलल्लाहु अलैही वसल्लम फरमाते है कि जो शख्श जमात के साथ नमाज (Namaz) नही पढेगा अल्लाह उसको 12 मुसीबतो मे गिरफ्तार फरमायेगा। मेरे आका फरमाते है कि उसको (जो जमात के साथ नमाज […]

Namaz E Janaza Ka Tarika In Hindi

janaza

Namaz e Janaza फ़र्ज़ किफ़ाया है Namaz e Janaza “फ़र्ज़ किफ़ाया” है यानी कोई एक भी अदा कर ले तो सब जिम्‍मेदारी से बरी हो गए वरना जिन जिन को ख़बर पहुंची थी और नहीं आए वो सब गुनहगार होंगे। इस के लिये जमाअ़त शर्त नहीं एक शख़्स भी पढ़ ले तो फ़र्ज़ अदा हो […]

Namaz e Kusuf: Suraj Aur Chand Grahan Ki Namaj

namaz

Namaz e Kusuf: Suraj aur Chand grahan ki namaz Hazrat Abdullah Bin Abbas Radhi ALLAH anhuma se riwayt hai ke Nabi Sallallahu alaihi wasallam ke zamane me suraj grahan hua. Aap ne bajama’at 2 rakaate namaz padhi. Aap ne surah baqarah tilawat karne ki miqdar ke qarib lamba qayam kiya phir lamba ruku kiya, phir […]

Namaz Me Padhne Wali Surah In Hindi

namaz

Namaz Mai Surat Ka padhna Farz Hai Sure Feel In English, Hindi, Urdu Bismillahir rahmanir raheem Alam tara kaifa fala rabbuka biashabil feel. Alam yajal kaidahum fi tazleel. Wa arsala alihim tairan ababeel. Tarmihim bihijaramim mim sijjeel. Fajaalahum ka asfim makool. Sure Quraish In English, Hindi, Urdu Bismillahir rahmanir raheem Liyi lafi quraishin yeelafihim rihlatash […]