Islamic Blog

नींद से जागने के बाद की दुआएँ – Supplications for when you wake up

1.〘Alhamdu lillahil-ladhi ‘ahyana ba’da ma ‘amatana wa’ilayhin-nushur.〙

  • हिंदी तर्जुमा › सारी तारीफ अल्लाह के लिए है, जिसने हमें मारने के बाद ज़िन्दा किया और उसी की तरफ उठकर जाना है।
  • Roman Urdu › Tamaam tareefe Allah ke liye hai jis ne hume maarne ke baad zindah kiya aur usi ki taraf uth kar jana hai.

📕 Bukhari fatah Al Baari 11/113 


2.〘La ilaha illAllah-lahu wahdahu la shareeka lah, lahul-mulku walahul-hamd, wa huwa ‘ala kulli shay’in qadeer, subhanal-lah, walhamdu lillah, wala ilaha illal-lah wallahu akbar, wala hawla wala quwwata illa billahil-AAaliyyil AAatheem. Rabbigh-fir lee〙

  • हिंदी तर्जुमा › अल्लाह के सिवा कोई इबादत के लायक़ नहीं। वह अकेला है। उसका कोई शरीक नहीं। उसी के लिए बादशाही है, उसी के लिए सब तारीफ़ है और वह हर चीज़ पर क़ादिर है। अल्लाह पाक है। सब तारीफ़ अल्लाह के लिए है। अल्लाह के सिवा कोई सच्चा माबूद नहीं। अल्लाह सबसे बड़ा है। सर्वोच्च एवं महान अल्लाह की मदद के बिना न किसी चीज़ से बचने की ताकत है और न कुछ करने की शक्ति। ऐ मेरे रब! मुझे बख्श दे।
  • Roman Urdu › Allah ke elaawah koi sachcha ma’bood nahin, jo Wahdahoo la Shareek hai, usi ke liye Baadshahat aur usi ke liye tamam Humdo Sana hai aur woh har cheez par Qaadir hai. Allah paak hai, tamaam tareefaat Allah ke liye hain, Allah ke elawah koi mabood-e-barhaq nahin Allah sab se bada hai. (kisi Gunaah se bachne ki) koi taaqat aur (neki karne ki) koi quwwat Allah buland wa azmat wale ki taufeeq wa madad ke baghair nahin. Aye mere parwardigaar! mujhe bakhsh de.

📕 Bukhari fatah Al Baari  3/39, Hadith:1154, Ibne Majah
📕 Sahih Ibne Majah: 2/335


3.〘Alhamdu lillahil-lathee AAafanee fee jasadee waradda AAalayya roohee wa-athina lee bithikrih.〙

  • हिंदी तर्जुमा › सारी प्रशंसा अल्लाह के लिए है, जिसने मेरे बदन को हर प्रकार की बीमारियों से पाक रखा, मेरे प्राण को मेरे शरीर में लौटा दिया और मुझे अपने ज़िक्र की इजाज़त दी।
  • Roman Urdu › Tamaam tareefaat uss Allah ke liye hain jis ne mujhe mere jism mein sehat wa aafiyat ata ki aur meri rooh mujhe lautadi aur mujhe apna zikr karne ki ijazat di.

📕 Tirmizi:5/473 Hadith:3401, Sahih Tirmizi:3/144

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm