Islamic Blog

Bismillahiirahmannirrahim

☆. Hadith: Dua to recite while stumbling or falling down

بِسْمِ الله – Bismillah
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
☆. Abul Malih Radi Allahu Anhu said I was riding on a mount behind the Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam,, It stumbled. Thereupon I said: May the devil perish ! He Sallallahu Alaihi Wasallam, said: do not say; may the devil perish! becauseif you say that he (devil) will swell like a house, and will say (its) by my power. So (when you stumble) you should say Bismillah, because when you say that, he will diminish like a fly
Sunan Abu Dawud, Book 42, 4964-Sahih
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
☆. Phisalne ya thokar lagne par padhne ki dua

بِسْمِ الله – Bismillah
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
☆. Abu Al Malih Radi Allahu Anhu se rivayat hai main Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke peeche sawar tha ke Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ki sawari phisal gayee maine kaha shaitan mrey to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya aise na kaho ke Shaitan mrey islye ke jab tum aisa kahoge to wo phool kar ghar ke barabar ho jayega aur kahega mere quwwat ko iss ne qubul kar liya , isliye (jab kabhi thokar lage ya phisal jao to) kaho Bismillah ( Allah ke naam se) kyunki jab tum ye kahoge to wo pichak kar itna chota ho jayega Jaise makhkhi
Sunan Abu Dawud, Jild 3, 1545-Sahih

Aafreen Seikh is an Software Engineering graduate from India,Kolkata i am professional blogger loves creating and writing blogs about islam.
Aafreen Seikh
Latest posts by Aafreen Seikh (see all)