*KUCH ISTILAAHAAT KA KHULAASA*
β
β
β
β
β
β
β
β
β
β
β
*βͺFARZ kise kehte hai ?*
β
Jiska karna bohot zururi hai.
β
Jo shariat k qata-ei dalilon se sabit hao.
β
Farz ka inkar karnewala kaafir hai.
β
Baghair kisi sharaie majburi k chhodne wala FAASIQ OR AZAAB ka haqdar hai.
β
Aik baar bhi baghair uzr..majburi k farz namaaz jaan buj kr QAZA kare wo faasiq bade gunah karnewala or azaab k mustahiq hai.
*βͺWAAJIB kise kehte hai ?*
β
Jis ka karna zururi hai.
β
Jo shariat k zanni dalilon se sabit ho.
β
Jiska inkaar karnewala gumrah or badmazhab.
β
Baghair kisi uzr..majburi k chhodne wala faasiq or azaab ka mustahiq hai.
β
Kisi waajib ko jaan buj kr aik baar chhodna chhota gunah hai or baar baar chhodna bada gunah hai.
*βͺSUNNATE MUAKKADAH*
*kise kehte hai ?*
β
Jiska adaa karna zururi hai or adaa karne mein bada sawab hai.
β
Jisko Huzur..sallallahu alyhi wasallm..ne hamesa kiya ho or kabhi chhod diya ho.
β
Ittifaq se kbhi chhod dene par bhi ALLAH OR RASULULLAH naraz honge or hamesa chhodne wala azaab ka mustahiq hai.
β
Sunnate muakkadah hukm me waajib k qarib hai.
*βͺSUNNATE GHAIR MUAKKADAH*
*kise kehte hai ?*
β
Jisko karne se sawab milega.
β
Jisko Huzur..sallallahu alyhi wasallam..ne kiya ho or baghair uzr..majburi k kabhi chhod bhi diya ho.
β
Is sunnat ko chhod dene ko naa-pasand kiya lekin..na karne par azaab ya narazgi nahi.
*βͺMUSTAHAB kise kehte hai ?*
β
Har wo kaam jo shariat ki nazar mein pasandida ho or usko chhodne par kisi tarah ki naa-pasandidgi na ho.
β
Chaahe us kaam ko hamare AAQA ne kiya ho ya uski targhib di ho.
β
Bade Ulma ne use pasand kiya ho..Chahe hadis me uska zikar na aaya ho.
β
Iska karna sawab or na karne me koi azaab o itaab nhi.
*HAMAARA ISLAAM*
- Allah subhanahu se Magfirat aur Aafyiat manga karo kyuki - 14th June 2017
- Sajda e Tilawat ki dua - 14th June 2017
- Bewaon aur miskeenon ke kaam aaney wala - 14th June 2017