Islamic Blog

Mafhum-e-Hadith: Qabro ki Ziyarat (Visiting The graves)

Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alalihi Wasallam ne farmaya tum Qabro ki Ziyarat kiya karo kyunki wo tumhey maut ki yaad dilati hain.
Sahih muslim, Vol2, 2259

Buraida Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya mainey tumhey mana k

iya tha Qabro ki Ziyarat karney se lekin ab tum Ziyarat karo unki.
Sahih Muslim, Vol5, 5114Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Qabro ki Ziyarat karo kyunki ye tumhey Aakhirat ki yaad dilati hain
Sunan ibn Majah, Vol 1, 1569 (Sahih)Ibn Abbas Radi Allahu Anhu farmatey hain ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne qabron ki ziyarat karney wali aurton par laanat farmayee hain
Sunan ibn Majah, Vol 1, 1575 (Sahih)

Abdullah ibn Abbas Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Qabro ki ziyarat karney wali aurton par laanat farmayee hai aur isi tarah Qabron par masjid bananey walo aur us par chirag karney walon par bhi laanat farmayee hai
Sunan Abu Dawud, vol 2 , 1459

———————————————————————

Abu Huraira reported: The Apostle of Allah may peace be upon him said visit the graves, for that makes you mindful of death.
Sahih muslim, Book #004, Hadith #2130

Abdullah b. Buraida radi allahu anhu reported that Allah’s Messenger (may peace be upon him) said this: I prohibited you from visiting the graves, but (now) you may visit them.
Sahih Muslim, Book #022, Hadith #4866

It was narrated from Abu Hurairah that the Messenger of Allah peace be upon him said: Visit the graves, for they will remind you of the Hereafter.
Sunan Ibn majah, Vol 2, 1569 (Sahih)

It was narrated that Ibn Abbas radi allahu anhu that “The Messenger of Allah peace be upon him cursed women who visit graves.
Sunan Ibn majah, Vol 2, 1575 (Hasan)

Narrated Abdullah ibn Abbas Radi Allahu Anhuma: The Apostle of Allah (peace_be_upon_him) cursed women who visit graves, those who built mosques over them anderected lamps (there).
Sunan Abu Dawud, Book 20, Number 3230:

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm