Islamic Blog

ye ek maali ibadat hai
jo Malike-nisab par wajib
hai
khaas janwar ko khas Din
Allah ki riza k liye
sawab
ki niyat Se
zibah krna
# Qanune.Shriat page 210
.
(QURBANI K MASAIL )
“Allah ko hargiz na unka
Gosht pahunchta hai na
unka khoon
han
tumhari parhezGaari us tak
pahunchti Hai
# Al-hajj ayat.37
.
QURAN
aur humne har ummat ke liye
1 Qurbani muqarrar farmayi
k allah ka naam le uske diye hue
chopayo(janvar)
par
(al-hajj.34)
.
MAAL AUR KANJUSI:
HDIS
jis shakhs me
qurbani krne ki vus’at ho
fir b vo qurbani n kre to
vo hamari eidgaah k Qarib na aae
(IBNE MAJAH 3/3123
.
QURBANI KI FAZILAT:
Qurbani apne krne wale ke
nekiyo ke palle me rkhi jaegi
jisse nekiyo ka palda bhaari hoga
(ASHI’ATUL LAM’AAT j-1 p-654)
.
MSAIL INFO:
Q-
qurbani kis pr wajib hy?
A-
har
aaqil,baalig,muqim muslman
mard & aurat malike nisab pr
Qurbani wajib hy
(AALMGIRI j-5 p-292)
.
Yad Rkhen
Har MalikeNisab
yani
52.5 Tola chandi
ya
7.5 Tola sona
ya
Inme Se Kisi 1Ki Qimat k Malik
Mard O Aurat
Par
Har Saal
Qurbani WAJIB H
.
Qurbani K Janwar Ki Umar
-Uonth 5 Saal ka
-Bail,Gaaye 2 Sal
-Bakara/Bakri 1 Sal
Isse Kam Umr ho
to Qurbani Jayez Nhi
Zyada hoto Afzal
H
# B .S
.
QURBANI KE JANWAR KI UMAR:
>uoont 5saal ka
>bhes vgera 2 saal ki
>bakra-bakri,dumba-dumbi,bhed
(nar va mada)1saal ke
(DURRE MUKHTAR
9/p-533)
.
MASAIL INFO:
in janwar ki Qurbani jaiz nahi
>1 ya dono kaan na ho
>kaana ho
>aisa bimaar jiski bimari zahir
ho.,,
(DURRE MUKHTAR 9/535,537)
.
MSAIL INFO:
aisa langda jo apne paav se
Qurban gaah tak na jaa ske
aise janwar ki qurbani na jaiz h
(DURRE MUKHTAR 9/535)
detail sunni ulma
.
GUIDE LINE:
market me
qurbani ka janwar lene jae to
pahle sharai msail ki mualumat
krlo
taaki
qurbani ke laik janwar mile
aur
wajib ada ho
.
MSAIL INFO:
ghar me sabki taraf se 1qurbani
kr dena kaafi nahi
balki
jitne(baalig)log sahibe nisab hy
utni qurbaniya kare
(AALMGIRI 5 p-304)
.
ISLAMI TAALIM:
MISAAL-
1ghar me 10(baalig) member hy
unme 7 saahibe nisab hy to
un 7 par Qurbani wajib hai
# fatawa aalmgiri jild-5 page-304
.
Qurbani me
Gaaye bail k 7 Hssa
Aur
Uonth k 7 Hsse hai
Yani
In dono Janwaro me
7-7 Aadmi Qurbani me Hissa le
sakte hai
aur
Bakra Sirf 1 Hissa
.
Gosht Khane ki Niyat-se Janwar
NaKharide aur Na
Paala jaye Balki
ALLAH ki RAZA k lie Qurbani honi
chahiye
Dikhawa
ShoBAazi kArna Jayez Nahi,
.
Aksar shaadi suda aurto par
Qurbani wajib hoti he
kyo ki
unke paas jo zewar
hai
unki Qimat takriban
“nisaab” k barabar
tak pahunch
jati hai
.
pyare nabi sllallahu alyhi wasllam
ne is ummat
k lie Qurbani ki
(MUSLIM)
jsse hoSake wo
nabiepak
k naam ki bhi Qurbani kare
(bahare shariat)
.
Agar Sahibe-Nisab(maaldar)
Ki Qurbani Ka Janwar MAR Jaye To
Qurbani MAAF Nahi,DUSRA
Janwar Lakar Qurbani
Kare
# Alamgiri
neki
J0IN DINIaurat
.
Qurbani k masail
ksi achhe sunni alim
ya imam-se malum kre
ksi be-padhe
shakhs-se malum na
kre
k aksar aise logo ko
poori
bat malum nhi hoti
.
Kuch JahiL Log
bepadhe jo khdko
Alim
Smajte h shriat k
MsailMe
BahesKrte h
Unkibat na
mani jae
Shriat k Msailme GaireAlim k
bat manna jaizNhi
.
Aamtor par
Ye Riwaj he
Poore Ghar ki taraf-se
ek bakra Qurban Kardia jata h
Halanki malike-nesab Hon to
Ghar k sab afrad par Qurbani
wajib hai
.
Mas’ala:
JisPar QURBANI Waajib HE
Us Ko Khud Apne Naam Ki
QURBANI Karna
Waajib Hai,
Dusre Ke Naam Ki Na Kare.
‪#‎FATAWA‬ AMJADIYA 3/315
.
mas’ala
agr koi shakhs apne ksi
buzurg k nam-se Qurbani
KrnaChahe to wo
Pehle apne naam ki Kre
Fir unke naam ki
Srf 1 unke nam ki Nhi krSkta
.
QURBANI AGAR MAYYAT Ki
WASIYYAT PAR
HUYI
TO
PURA GOSHT SADQA KARNA
WAJIB HAI
APNI KHUSHI SE KI
TO
KHUD BHI KHAYE
&
AURO KO BHI DE
(B.SHARIAT)
.
Qurbani ka Janvar
dekhkar
kharide agar maada hoto
janch
karle ki kahin uske pet me
bachcha na ho
J0IN DINIRAAH
J0IN DINInews
J0IN DINIaurat
.
Qurbani Ki
aur
Janwar k Pait me
Zinda Bacha hoto
Use bi ZIBAH krde
aur
Mraa Hua Bacha hoto
Use fenk de
Murdaar he
(Bahar-e-Shariat)
J0IN2ALL
.
BAHOT ZARURI:
Janwar k samne CHHURI tez na
kare!
Jabtak janwar thanda na ho
tabtak
chamda chhilna & paaun katna
shuru na kare
J0IN DINIaurat
.
MUSTAHAB AMAL:
Qurbani krnewala chand raat se
qurbani tk baal va nakhun n
kaate
>MIR’AATUL MNAJIH 2/370
YAAD RAHE
ye mustahb aml h
zruri nhi
.
40din ke andar andar
ye kaam zarur krle
>nakhun trashna
>bagal va naaf niche k baal
nikalna
40DIN SE ZYADA TAAKHIR GUNAH
HY
# muslim-hdis-258
.
Chand raat se
Qurbani tk baal v nakhun n
kaatna
mustahab
jabki40din se zyada taakhir
gunah
agar qurbani tk 41din ho jate hy
to
ye amal n kre
MORE DETAIL HAWAALA-
mullakhkhas az ftawa razviyya
jild-20 , page no-353,354
.
GARIBO KO SWAB:
jo Qrbani n krsake vo
chand raatSe
namaze eid tk baal nakhun na
kate
INSHA ALLAH
Qrbani ka swab paega
(MIR’AATUL MNAJIH 2/370
.
TAKBIRE TASHREEQ
ALLAHU AKBAR
ALLAHU AKBAR
LAA ILAA-HA
ILLALLAAHU
WALLAHU AKBAR
ALLAHU AKBAR
WA LILLAAHILHAMD
9 ki fajar se 13 ki asar tak pade
.
TAKBIRE TASHREEQ
ALLAHU AKBAR
ALLAHU AKBAR
LAA ILAA-HA
ILLALLAAHU
WALLAHU AKBAR
ALLAHU AKBAR
WA LILLAAHILHAMD
9 zil’hajj ki fajar-se
13 ki asar tak
har farz namaz k baad
3 5 ya 7 baar padhe
(bahare shariat)
.
AHAM MS-ALA
dusre se zabah kraya
apna hath bhi chhuri pr rkha to
dono pr bismillah kehna wajib h
vrna
janwr hlaal n hua
(DURRE MUKHTAR 9/551
.
KHAAS MS-ALA:
zabah krne wale
aur
chhuri par haath rkhne wale
donopar
BISMILLAH kehna wajib h
varna
janwar hlaal n hoga
(DURRE MUKHTAR 9/551
.
zabah k baad janwar
mukammal taur par thanda na ho
jae
yaani
roohn nikle tab tak
chhuri na chlaaiye
balki
rok dijiye
# bahaare shariat 3/660
.
KHAAS TAAKID:
qurbani unhi qassaab se karvaiye
jo shrai msail ka khub
lihaaj rkhte ho
MEMBR BNAE
NEKI KMAYE
J0IN DINIRAAH
sent987O8O 7O7O
.
SUNNIYO ALERT!:
bad aqido ke idaro me
qurbani ka hissa likhva kr
apni qurbani bekar mt krna
SIRF
sahi aqida sunni idaro hi me
hissa likhvae
.
SUNNIYO KO TAAKID:
bad aqido ke paas
na qurbani ka hissa likhae
na qurbani ki khaal de
aur
na hi unse apne janwar
zabah krae
SEND ALL SUNNI
.
SUNNYO EK BANO NEK BANO:
qurbani ki khaal
SIRF
sunni idaaro hi me dijiye
idaare walo se bhi arz hy
khaalo ke liye aaps me
jhagda mt kijiye
.
ISLAMI INFO:
halaal janwar k bhi ye ajza
khana mna hy
>pitta
>kpura
>ojhdi
>aante
mor info in book
AADABE T’AAM
J0IN DINIaurat
to987O8O 7O7O
.
OJHDI KHANA KAISA?
ojhdi me Galaazat bhri hoti h
iska khana makruhe tahrimi h
(FTAWA RAZVIYYA 20/240
AFSOS!
kyi muslman ise shauq se khate h
.
JANTE HO?:
agar kisi pr Qurbani wajib hy
aur
us waqt uske paas paise nahi hy
to
karz lekr Qurbani kre
(detail in
FTAWA AMJADIYYA j-3 P-315)
.
ZABAH KRNE KE AADAB:
pahle se chhuri tez krle
Aisa n ho ki janwar Girane ke
baad
uske saamne chhuri tez kee jae
(BAHAARE SHARIAT j-3 p-352)
.
QURBANI:
koi Gair sharai tarike se zabah
kar rahaa hoto ba vujude Qudrat
na rokne wala bhi Gunahgaar hai
(info in
Bahaare shariat V3/Page660
.
GUIDE LINE:
Qurbani ki khaale jm’a Krnewale
sath me extra libaas rkhe
taaki
khoon se kapde napak hone pr
Jma’at chhut ya nmaz kza na ho
jae
.
DINI ARZ
Qurbani ki khaale islami madarso
ko dekar
be’shumar nek kaamo me
madad kijiye aur
khud bhi
sawab kamaiye
ISE DUSRO TAK AAM KIJIYE
.
AADABE QURBANI:
>pahle chara paani de de
bhuka pyasa zabah n kre
>ek ke saamne dusre ko zabah n
kre
(BAHAARE SHARIAT j-3 p-352)
ise aam kre
.
GALAT KAAM KO ROKO:
qurbani krne wale ko kahiye
zabah ke baad rooh na nkle
tabtk chhuri rok de kyu ki
ye be ziban janwar par zulm h
AMAKRE
.
SHRAI RAHNUMAI:
Hisse waali qurbani me shamil ho
to
Sirf unhi sahi AQida sunni idaro
me
naam likhae jo shrai msail ka
khub khyaal rakhte ho
.
QASSAAB HAZRAAT SE ARZ:
Qurbani ke dino me kaam utna hi
le
jitna sliqe ke saath kr sake
aur
kisi ko shikayat ka mauqa n mile
ISE AAM KIJIYE
.
KHAAS TAAKID:
Qurbani usi se krvaiye jo
dusri jagah jaane ki jaldi me
Gair shrai tarike se zabah n kre
aur
shrai msail ka khub lihaaj Rakhe
.
MSAIL INFO:
Qurbani ka janwar be-aib
hona zruri h
Agar thodasa aib ho to
Qurbani makruh hogi
zyada aib ho to nahi hogi
BAHAARE SHARIAT 3/340
.
JAIZ HAI MAGAR ISHQ KA TKAJA:
Aaqa(Alyhisslam)ko TiLLi(khane)se
Nafrat thi magar isko
hraam Qraar nahi dia
# ITTIHAFUS SAD’TUL MUTTAQIN
8/243
.
NEK NIYYAT:
Qurbani krte waqt ye
Niyyat bhi kre
“mai raahe khuda me aaj
janwar qurban kr rahaa hu
B-waqte zarurat jaan bhi
Qurban kr dunga”
.
Baalig aulad ya biwi ki Tarafse
Qrbani kre to ijazt zruri Hy
TRIKA
vo ijazat de
ya
Unhe apni qurbani ka ilm hy
Aur vo raazi h
# almgiri 5/293
.
MSAIL INFO:
Baalig aulad ya biwi ki Tarafse
Qurbani krna chahe to
unse ijazat le
agar ijazat bina krdi to
wajib ada na hoga
(AALMGIRI 5/293
.
ISLAMI JANKARI:
Arfa yaani 9 ZIL hajj ke din roza
Rkhne ki fazilat hy uske baad
10,11,12 aur 13 ZIL hajj ko
roza rakhna hraam hy
AAM KIJIYE
.
9vi ZIL HAJJ KA ROZA:
HDIS-
arfa ka roza hzaar rozo ke brabar
h
# SHUABUL IMAN 3/3764
iske baad 10,11,12 aur 13zil hajj k
roze rkhna hraam hy
.
ISLAMI INFO:
Saal me ye5roze hram hy
>Eidul fitr
>10zil hajj(bakar eid)
>11zil hajj
>12zil hajj
>13zil hajj
baaki dino me roze ki fazilat h
.
JANTE HO?:
haaji jo arfaat me hy unhe
arfa (9zil hajj) ka roza
makrooh hy
jabki aam logo ke lie
is roze ki fazilat hy
# IBNE KHUZAIMA 3/2101
.
ARFA KA ROZA:
HUZUR Muje
ALLAH par gumaan h ki
arfa(yaani 9Zil hajj)ka roza
1saal pahle aur 1saal baad k
gunah mita deta h
‪#‎MUSLIM‬ hadis-196
.
9zil hajj fajar se 13asr tk
pancho jma’at baad tkbire tashriq
pdhna wajib h
jnki kuch rkate chalijae
vo slam k bad pdhe
(TBYINAL HQAIQ 1/227
.
MSAIL INFO:
9Zil hajj fajar se 13asar tk
pancho jma’at bad
1baar buland AwazSe
tkbire tshriq pdhna wajib
3baar Afzal h
(TABYINAL HQAIQ 1/227
.
YAAD RAKHEN
Allah ko janvaro na Gosht
pahunchta na
unka khoon
tumhari parhezgari
‪#‎al‬-hajj ayat.37
ISLIYE QURBANI ME TAKAB’BUR
DIKHAWA NAHI HO
.
YAAD RAKHEN QURBANI
sirf 3 din hai
10 zil hajj k tulu aftab se shuru
hokar
Qurbani ka aakhri waqt
12zil hajj Suraj dubne tak hai
(AALMGIRI vol-5/page-293
.
IS RAAT IBADAT KIJIYE:
5raate aisi hy jisme
duaa radd nahi ki jati
usme ek eidul az’ha ki(agli)raat
bhi hy
(detail in
TARIKHE DAMISHQ 10/408
.
SAWAB KA AMBAAR:
HDIS KHULASA-
qurbani krne waale ko
qurbani ke jaanwar ke
har baal ke badle me
ek neki milti hy
(TIRMIZI jild-3 hdis-1498)
.
ADHURI IBADAT:
Eid ki namaz ke 2 hisse hy
ek namaz aur dusra khutba
lihaza namaz baad khamoshise
khutba suniye
khutba sune bigair mt jaiye
.
YAAD RAKHIYE:
kaafir ko qurbani ke gosht me se
ek boti bhi dena jaiz nahi
ziyada jankari sunni ulma se lijiye
ISE DUSRO TAK AAM KR DIJIYE
.
.
islami behno pr bhi
qurbani
wajib he
agar wo
7.5 tola sona
ya
52.5 tola chandi
ya
52.5 chandi ke brabar paisa
rakhtihai
to
qurbani zrur kre
.
KHAAS TAAKID:
zabah krne wale ko kahiye
BISMILLAHI ALLAHU AKBAR
yaad rakh kr pdhe
HAA
Qurbani ki duaa koi bhi pdh
sakta hy
ISE KHUB AAM KRE
.
MASAIL INFO:
zabah karte waqt
“BISMILLAH”padhna wajib hai
agar jaanbujh kar chhor diya to
janwar murdaar hoga
(TAFSIRE NAIMI PARA-1/page-44
.
MSAIL INFO:
bade janwar(uoont bhens
vgera)me
7qurbani ho sakti hy
saath me aqiqe ke hisse bhi
rkh sakte hy
(DURRE MUKHTAAR jild-9
page-540)
.
YAAD RAKHIYE:
kaafir ko qurbani ke gosht me se
ek boti bhi dena jaiz nahi
ziyada jankari sunni ulma se lijiye
ISE DUSRO TAK AAM KR DIJIYE
.
SAWAB KA AMBAAR:
HDIS KHULASA-
qurbani krne waale ko
qurbani ke jaanwar ke
har baal ke badle me
ek neki milti hy
(TIRMIZI jild-3 hdis-1498)
.
1 GALAT FAHMI KA KHULASA:
sirf nar hi nahi balki mada
jaise bakri vgerah ki
qurbani bhi jaiz hy
(detail in
BAHAARE SHARIAT jild-3
page-348)
.
MSAIL SIKHO:
hum qurbani to krte hy
MAGAR AFSOS
iska zaruri ilm nahi sikhte
lihaza qurbani ki mukammal
barkate paane se mahrum
rah jaate hy
.
MAAL AUR KANJUSI:
kyi log kaafi bank balance
alag alag scheme me invest
aur
maal samaan hone ke ba vujud
qurbani krne se jee churate hai
!!
.
KHUD,AZIZ AUR GARIB:
Qurbani ke gosht ke 3hisse
krna mustahab hy
Zaruri nahi
chahe to sab khud Rakh sakta hai
(detail
FTAWA RAZVIYYA 20/253
.
ADHURI IBADAT:
Eid ki namaz ke 2 hisse hy
ek namaz aur dusra khutba
lihaza namaz baad khamoshi se
khutba suniye
khutba sune bigair mt jaiye
.
NMAZE EIDE AZ’HA KI NIYYAT:
me niyyat krta hu
2 rak’at namaz eidul az’ha ki
6zaaid takbiro k sath
vasite ALLAH k
pichhe is imam k
AllahuAkbr
.
Q-
agar kisi uzar ke tahat
eid ki jma’at n mili to?
A-
behtar hy ki ye shakhs
4rk’at chaasht ki namaz padhe
(detail in
DURRE MUKHTAR 3 p-58)
.
jo 5rato me jaag kr ibadat kre
uske lie jannat wajib ho jati h
>8,9aur10vi jil hajj
>shabe eidul fitr
>shabe bra’at
AT TARGIB VT TARHIB 2/98
.
••»DUA«••
Jaanwar Zubah Karne Se Pehle
Dua Padhe-
“Inni-Wajjahtu- Waj-Hi-Ya-Lilla zi-
Fataras-Sama wati-
Wal-Ardha-Hanif aoun-Wa-Ma-
Ana- Minal-Mush rikeena-In-Nas-
Salati-Wa-Nusuk i-Wa-Mahya-Ya-W
a-
Mamati-Lillahi- Rabbil-Aalameen !
La-Sharika-Lahu -Wa-Bi-Zaalika-
Urritu-Wa-Ana-M inal- Muslimeen!
Allah-Humma-Ma- La-Ka-Wa-
Minka- Bismillahi-Alla hu- Akbar!”
Dua Khatm Karte Hi Choori Chala
De!
(Qanoon-A-Shari-at Pg-211)
.
DUA:
Qurbani Apni Taraf Se Ho To
ZibahKe Baad Yeh Dua Padhe-
“Allah-Humma-Ma -Ta-Kabbal-
Minn i-Kama-Ta-Kabba
l-Ta-Min-Khalil i-Ka-Ibrahima-A
laihis-Salaama- Wa- Habibi-Ka-
Moham madin-Sallallah u-Alaihi-
Wa-Sal lam!
(Qanoon-E-Shari-at Pg-211)
.
MASLA:-
Jo Log Kaafir, Gair Muslim Ho Ya
Uske Aqide Ki Kharaabi Ya
Rasoolallah SALLALLAHU-TA’A ALA-
ALAIHI-WASALLAM Ki Shaan May
Gustakhi Ki Wajahse Uneh Islam
Se Kharij Wa Murtad Karaar Diya
Gaya Hain, Unke Hath Ka Zabiha
Haraam Wa Murdaar Hai!
(Galat Fehmiyan Aur Uski Islah
Pg-161)
.
DONO EID ME IBADT:
jisne eidain ki(agli) raat qiyam
kiya
us din uska dil nahi mrega
jis din logo k dil mar jaenge
(IBNE MAJAH V2 hdis-1782)
.
FARQ:
nmaze eidul fitr ko jate huve
raaste me aahista takbire
tashriq padhiye
nmaze eide az’ha ko jate huve
buland aawaz se takbir padhiye
.
Eid ko 300baar
SUB’HAAN ALLAHI VBI HAMDIH
padhkr marhum muslmano ko
bakhshe to hr ek ki Qbar me
1000anwaar dakhil honge
(MUKASHTUL QULUB-308
.
MUSTAHAB HY ZARURI NAHI:
Eide az’ha me mustahab hy ki
nmaz pahle kuch na khaae
chahe qurbani kre ya na kre
Agar khaa lia to bhi koi bat nahi
.
KHUTBE KE AHKAM:
jab imam khutba padhe to
tamaam logo ka sunna
aur chup rahna farz hai
(DURRE MUKHTAR 3/35
eid ke khutbe me bhi
khyal rakhie
.
EIDE AZ’HA KI 1SUNNAT
Aaqa(Alyhisslam)
Eide az’ha k roz nahi khate the
jabtk nmaz se farig na hojate
# TIRMIZI 2/542
eid ko roza rkhna hram h
.
EID KI 1SUNNAT:
namaz ke liye
ek raaste se jaana dusre se
vaaps aana
(TIRMIZI j-2 hdis-541)
isse murad masjid ki taraf
jane wale 2raaste hy
Qurbani ke zaruri masail
Quran se zarur sune

 

Via : Facebook

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.
mm