Islamic Blog

MASAIL – E -FIQHIYYA

ramzan mubarak

Rozah bhi Misl Namaaz Ke(namaaz ki Tarah) farze a’in hai – Iski Farziyat ka munkir kaafir aur bila uzr tark karne wala sakht gunehgaar aur dozakh ka mustaheeq (Haqdaar) hai . Jo bachche Rozah rakh sakte ho unko rakhaya jaaye. ROZE KE TAARIF Rozah Urfe shara’a Mein musalmaan ka ibaadat ki Niyyat se subah saadiq […]

AHAADEES FAZAILE RAMZAAN

ramzan month

Hadees– Hazrate Abu Hurairah Radiyallahu t’aala Anhu Farmate hain k Huzoor Sallallahu T’aala Alaihiwasallam Farmate hain “Jab Ramzaan aata hai, aasmaan ke darwaze khol diye jaate hain. Ek riwayat Mein hai k “Jannat ke darwaze khol diye jaate hain.”Ek Riwayat Mein hai k “Rehmat ke darwaaze khol diye jaate hain”(BUKHARI & MUSLIM SHARIF) Hadees– Hazrate […]

Tarawih

Tarawih

PART —-1 There has been a lot of confusion about how many Rakahs does Salaat ut-Tarawih have. The Muslims should be well aware that from past twelve centuries the Muslim Ummah has been performing at least twenty rakat of Tarawih (including inside Haramayn Shareefayn where Muslims till today are continuing this). This has been the […]

Ramzan Ki Fazilat: Part – 6

ramzan

★8th – FAZILAT – Ramzan Ke Mahine Me Allah Har Raat Logon Ko Jahannum Se Azad Karta Hai: » Mehfum-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hain Ke- “Allah Rabbul Izzat Ramzan Ki Har Raat Logon Ko Jahannum Se Aazad Karta Hai,.” – (Muslim Sharif) ….Yaani Wo Log Jo Jahannumi Aamal Kartey They Jo Burey Log […]

Ramzan Ki Fazilat: Part – 5

happy ramzan

★6th – FAZILAT – Roze Ka Azar Behisab Hai: Ek Riwayat Me Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke – » Mehfum-e-Hadees: “Roza Dozakh (Hell) Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai Isliye (Jo Rozedar Ho) Wo Na Tou Biwi Se Humbistari Karey *Aur Na Fahash (Buri) Aur Jahalat Ki Batein Kare *Aur Agar Koi […]

Ramzan Ki Fazilat: Part – 4

ramzan roza

★4th – FAZILAT – Ramzan Ka Umrah Hajj Ke Barabar Sawab Deta Hai: » Mehfum-e-Hadees Hai Ke: Hazrate Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Ek Ansari Sahabiya Se Farmaya – “Ramzan Ke Mahine Me Umrah Karna Hajj Ke Barabar Hai”. – (Sunan Nasaii, Vol2, 21 – Sahih) …. […]

Ramzan Ki Fazilat: Part – 3

ramzan mubarak 4

★ 2nd – FAZILAT – Nuzul-e-Quraan Ke Liye Iss Mahine Ka Intekhab Kiya: Iski Dusri Sabse Badi Failat Ye Hai Ke Allah Rabbul Izzat Ne Iss Mahine Ka Intekhab Apni Aakhri Kitab Qurane Majid Ko Nazil Karne Ke Liye Kiya,… …Andaza Lagaiye Kitni Aham Baat Hai Ye Ke – Allah Rabbul Izzat Ne Apna Aakhri […]

Ramzan ki Fazilat: Part – 2

ramzan kareem

★ RAMZAN KI FAZILAT KYA HAI ? *Waise Tou Ramzan Ki Fazilatey Beshumar Hai Lekin Tamam Fazilatey Iss Mukhtasar Se Wakt Me Humare Liye Ginwana Mushkil Hai ,.. Lihaja Hum Iss Unwaan Me Chand Aham Fazilato Ka Hi Zikr Karne Wale Hai ?. ★1st – FAZILAT: Iss Mahine Ko Farz Ibadat Ke Liye Muntakhib Kiya: […]

Ramzan Ki Fazilat: Part – 1

ramzan ki fazilat

(“Bismillah-Hirrahman-Nirrahim: Allah Ke Naam Se Shuru Jo Nihayat Maherbaan Aur Rahem Wala Hai”) *Tamam Tareefe Uss Allah Azawazzal Ke Liye Jo Tamam Jahano Ko Banana Wala Aur Usey Palney Wala Hai Aur Durood-o-Salaam Ho Uskey Aakhri Nabi-e-Kareem (ﷺ) Par.. ★ RAMZAN KI AHMIYAT ? *Sabse Pahli Baat Ke – “Kisi Cheez Ki Agar Hume Ahmiyat […]

Jin Chizon Se Roza Nahi Toot’ta Unka Bayan

ramzan chand

Hadees: Hazrat Abu Hurairah Se Riwayat Hai ki huzoor صلى الله عليه وسلم Ne Farmaya….. Jis Rozedar Ne Bhool Kar Khaya Ya Piya wo Apna Roza Pura Kare, Use Allah Ne Khilaya Aur Pilaya {Sahi muslim, Hadees No 1155} HADEES: 3 Chizo Se Roza Nahi Toot’Ta, 1-Pachhna {Badan Se Fasid khoon nikalwana jise Hijama Bhi […]