Islamic Blog

Iftar Ki Fazilat Hadees Ki Roshni Me

Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Hazrate Sayyeduna Sahl bin Sa’ad  رضي الله تعالٰی عنه Se Rivayat Hai Ke Sarkar-E-Madina صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ne Farmaya :- “Meri Ummat Ke Logon Me Us Waqt Tak Khair Baaki Rahegi Jab Tak Woh Iftar Karne Me Jaldi Karte Rahenge.” Reference: 👉Sahih Bukhari  : Hadees 1957 Book […]

Sehri Ki Dua Aur Fazilat

Khatmul Ambiya, Imaamul Ambiya, Rehmatallil Aalamin, Shafi-E-Mehshar, Madine Ke Tajdar Janabe Muhammad Mustafa Sallallaho Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya “Is Dua Ke Padhnewale Ko ALLAH Beshumar Har Sitare Ke 1-1 Hajaar Nekiya Deta Hai. (Yani Jitne Bhi Sitare Hai Unse Hajaar Guna Nekiya Marahmat Farmata Hai) Utne Hi Gunah Mitata Hai Aur Usi Kadar Uske […]

Chand Dekhne Ka Bayan

Aye Mehboob Tum Se Chand Ke Bare Me Sawal Karte Hain, Tum Farma Do Wo Logon Ke Kamo Aur Haj Ke Liye AWQAT Hain {القرآن، الجزء-2، سورة البقرة-189} Hadees Chand Dekh Kar Roza Rakhna Shuru Karo & Chand Dekh Kar aftar Karo Aur Agar Abar (Badal) Ho To Shaban Ki Ginti 30 Ki Puri Karo […]

RAMADHAN KE MUKHTASAR MASAIL

Alhamdulillhi rabbil aalameen,was salaatu was salaamu ala ashrafil ambiyaaee wal mursaleen, ammaa baad: Asslamu Alaikum Wa Rahamatullahe Ta’la Wa Barkathu.. Bismillahirrahm anirraheem .. Allah Rabbul Alameen Farmata hai : ”Ramzan wo Mahina hai jisme Quraan Nazil keya gaya (yaani looh e Mahfooz se Dunyawi Asmaan per Utara gaya) , jo logo k leye Hidayat hai […]

Roze Ki Niyat Ke Masle

HADEES: IBNE KHUZAIMAH Ne ABU MASOOD Giffari Se Eik Taveel Hadees Riwayat Ki Usme Ke Kuch Alfaz Ye Hain… Farmaya Allah Ke Rasool صلى الله عليه وسلم Ne Agar Bandon Ko Maloom Hota Ki Ramzan Kya Chiz Hai To Meri Ummat Tamanna Karti Ke Pura Saal Ramzan Hi Ho {صحیح ابن خزيمة، كتاب الصيام، باب […]

Ek Roza Chhodhne Ka Nuqsaan

Hazrate Sayyiduna Abu Huraira رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Se Riwayat hai, Sarkare Wala Tabaar, Bi Izni Parwardigaar, Do Jahan Ke Maaliko Mukhtaar, Shahenshaahe Abraar صلی اللہ تعلى علیہ وسلم Farmate hai “Jisne Ramadan Ke Ek Din Ka Roza Bagair Rukhsat Wa Bagair Marz Iftaar Kiya (Yaani Na Rakha) Toh Zamana Bhar Ka Roza bhi Uski […]

Ramzan Ke Roze Ki Fazilat Hadees Ki Roshni Me

“QURAN” يَٰٓأَيُّهَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ كُتِبَ عَلَيْكُمُ ٱلصِّيَامُ كَمَا كُتِبَ عَلَى ٱلَّذِينَ مِن قَبْلِكُمْ لَعَلَّكُمْ تَتَّقُونَ أَيَّامًا مَّعْدُودَٰتٍ ۚ فَمَن كَانَ مِنكُم مَّرِيضًا أَوْ عَلَىٰ سَفَرٍ فَعِدَّةٌ مِّنْ أَيَّامٍ أُخَرَ ۚ وَعَلَى ٱلَّذِينَ يُطِيقُونَهُۥ فِدْيَةٌ طَعَامُ مِسْكِينٍ ۖ فَمَن تَطَوَّعَ خَيْرًا فَهُوَ خَيْرٌ لَّهُۥ ۚ وَأَن تَصُومُوا۟ خَيْرٌ لَّكُمْ ۖ إِن كُنتُمْ تَعْلَمُونَ….. Aye Imaan Walon […]

Ramzan Ke Roze Ki Ahmiyat Aur Fazilat

Aye Imamwalon Tum Pe Roza Farz Kiya Gaya. Jaisa unpe Farz Hua Tha Jo Tum Se Pehle Huye.. Taki Tum Gunaho Se Bacho, Phir Tum Me Jo Bimar Ho Ya Safar Me Ho Wo Aur Dino Me Ginti Puri Kare (bimari Ya Safar Khatm Hone Ke Bad Roza Rakhe), aur Jo TAQAT Nahi Rakhte (Boodha […]