Islamic Blog

बंदगी का रोजा

Photos of Madina A dreamy night view of Masjid an Nabawi Madina with full moon overhead Pictures of Madina

भूख की तकलीफ भी बहुत सख्त होती है मगर गर्मी के लम्बे रोज़े मे प्यास की तकलीफ भूख की तकलीफ को भुला चुकी है प्यास से गला सूख चुका है मुहं सूख चुका है जिस्म निढाल है मगर आप कभी पानी का एक क़तरा भी नही पिएंगे इसलिये कि रोज़ा टूट जाएगा- ये रोज़ा है […]

RAMZAN MEIN QURAN SHARIF KI TILAWAT KA SAWAB

quran tilawat

Allah ne sabhi aasmani kitabe is paak mahine mein hi utaari hain, aur quran ko bhi isi mahine mein loh-e-mehfuz se aasmaan-e-duniya mein maqsadutara gaya, aur phir waha se dheere-dheere 23 saal mein is duniya mein bheja gaya . Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwasallam) bhi pura quran hazrat Jibrail (alyhissalam) se sunte the, aur kinhi hadeeso […]

ROZE MEIN GUNAHON SE BACHIYE

roza se gunaho se bachna

Roza Allah ki ibadat ka ek tareeka hai, Lekin sirf bhuka aur pyasa rahne ka naam Roza nahi hai, balki roza poore badan ka hota hai, jese aankh ka roza, kaan ka roza, zuban ka roza, haath ka roza, per ka roza wagerah . (1) Aankh ka roza matlab apni aankh ko parae mard ya […]

मदीने में रमज़ान

madine ka ramzan

आज भी मदीने के शहरी किसी अजनबी को देखते हैं तो उसे मुहम्मद कह कर पुकारते हैं और साथी को या सिद्दीक़…लिहाज़ा यह दुनिया का वाहिद शहर है जिसमें हर मेहमान हर अजनबी का नाम मोहम्मद और हर साथी सिद्दीक़ है…। अंसार ने हुजूरﷺ की तवाज़ो की और उनकी नस्लें हुजूरﷺ के मेहमानों की खिदमत […]

गर्मियों का रोज़ा

mah e ramzan

ह़ज्जाज बिन यूसुफ़ एक मर्तबा दौराने सफ़रे ह़ज मक्कए मुकर्रमा व मदीनए मुनव्वरह के दरमियान एक मन्ज़िल में उतरा और दोपहर का खाना तय्यार करवाया और अपने ह़ाजिब (यानी चौबदार) से कहा कि किसी मेहमान को ले आओ! ह़ाजिब ख़ैमे से बाहर निकला तो उसे एक आराबी लेटा हुआ नज़र आया, इसने उसे जगाया और […]

17 Ramzan San 2 Hijri

🍃Youm e Badr🍃 *»»»»»•••««•»»•••«««««* Badr Madina Munawwara Se Taqriban 80 Mil Ke Fasle Per Ek Gao’n Ka Nam Hai•Yaha ek Kowa Bhi Tha Jiske Malik Ka Nam Badr Tha Esi Ke Nam Per Is Jagah Ka Nam Badr Rakh Dia Gaya•Esi Maqam Pr Jang e Badr Ka Wo Azeem Mariqa Hua Jisme Kuffare Quraish Aur […]

Ramzaan Mein Ibadat Ki Raat – Shab-E-Qadr

namaz

Shab-E-Qadar Kya hai – Ramzan mein ek khaas raat hoti hai. ye raat bahut hi barkat aur bhalai ki raat hai, is raat ko jaagkar Allah ki ibadat karte hain. Quran mein is raat ko 1000 mahino se badhkar bataya gaya hai, matlab agar koi insan is raat ko jaagkar Allah ki ibadat kar le […]

Sehri Ke Masail

Sehri Khane Ke Fayde

1-Sehri khane me barkat he. 2-Neend se uth jane k baad jan bojh k sehri nahi chohdni chahiye. Hazrat Anas r.a. se riwayet hai rasool Allah s.a.w.s ne farmaya”sehri khao sehri khane me barkat hai”Sahi Bukhari wo Muslim kitabus siyam. 3-Ramzan me Fajar ki azan se pehle sehri k liye Azan dena sunnat he. Hazrat […]

Roza Iftar ke Masail

iftar

Roza Iftar ke Masail 1- Roza iftar karne k liye Guroob e aftab(sun set) hona shart hai. Sahi Bukhari wo muslim. 2-Taza Khajoor, sookhe khajoor(chohara) pani se Roza iftar karna masnoon he. 3-Namak (salt)se Roza iftar karna sunnat se sabit nahi. Hazrat Anas r.a. se riwayet hai nabi s.a.w.s. namaz magrib se pehle Taza khajoor […]

Roza me Rukhsat ke masail

ramzan ul mubarak

woh jineh rozon me roza na rakhne ki ijazat hai. 1- Safer(traveling) me Roza rakhana or chohdna dono sahi hai. Hazrat Aysha r.a. se riwayet hai k hamza bin umro Aslami r.a. ne nabi s.a.w.s. se poocha “kiya me safer me roza rakhu? or woh kasrat se roza rakhne wale thy. nabi s.a.w.s. ne farmaya’ […]