Islamic Blog

roza kholne ki dua

Roza kholne Se Pahle ki Dua / रोजा खोलने से पहले की दुआ ! / Roza Kholne ki Niyat

Roza Kholne Ka Dua in Arabic !

(اَللّٰهُمَّ اِنَّی لَکَ صُمْتُ وَبِکَ اٰمَنْتُ وَعَلَيْکَ تَوَکَّلْتُ وَعَلٰی رِزْقِکَ اَفْطَرْتُ)

’’اے اللہ!میں نے تیری خاطر روزہ رکھا اور تیرے اوپر ایمان لایا اور تجھ پر بھروسہ کیا اورتیرے رزق سے اسے کھول رہا ہوں۔‘‘

Roza kholne Ki Dua In English !

Allahumma inni laka sumtu wa bika aamantu wa alayka tawakkaltu wa ala rizq-ika-aftartu.”

(Meaning: O Allah! I fasted for you and I believe in you and I put my trust in You and I break my fast with your sustenance.)

रोज़ा खोलने का दुआ हिंदी में!

”अल्लाहुम्मा इन्नी लका सुमतु, व-बिका आमन्तु, व-अलयका तवक्कालतू, व- अला रिज़क़िका अफतरतू ”

 

Jo kisi Rozedar ka roza iftar karaye to

Mafhum-e-hadith: Iftar ke baad ki dua

Iftar Ki Fazilat Hadees Ki Roshni Me

Rozedaar’on ko Maah e Ramzan main padhne ki Dua’en

Roza Kholne Se Pahle Ka Time Bahut Keemti Hai

==============================
Aksar dekha jaata hai ke log roza kholne ke time tak bazaar mein khane-peene ka saaman kharidte rahte hai.
Roza kholne se pehle ka waqt/time bahut keemti hai, is waqt/time dua bahut jaldi kubul hoti hai. ALLAH is waqt/time Bando par khaas dhyan deta hai aur Dua puri karta hai…

Allah farishton ko hukm deta hai ke mere bande ki dua par aameen kaho,

Samandar ki machhliya bhi is waqt/time ki dua par aameen kahti hain, aur agar hum is keemti waqt/time ko bhi bazaar mein barbaad kar de to hamara hi nuksaan hai.

Islye agar ho sake to kharidaari kuch time pahle hi kar lo taake roza kholne se pahle ka waqt/time dua ke liye bach sake.

Isi tarah auraten bhi roza kholne ke time tak kuch na kuch pakati rahti hain, isliye koshish kariye azan se kam se kam 30 minute pahle aapke saare kaam khatam ho jayen aur roza kholne se pahle ka keemti waqt/time aap dua maangne mein guzaren.
Allah hum sab ko amal karne ki taufeeq ata farmaye.
Aameen.

 

*Bismillahirrahmanirrahim*

✦ *Hadith: ( jo rozedar ho) wo fahash (buri) aur jahalat ki batein na kare*

———
✦ Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Roza dojakh se bachne ke liye ek dhaal hai isliye ( jo rozedar ho) wo na to biwi se hambistari karey aur na fahash (buri) aur jahalat ki batein kare aur agar koi shaksh us sey ladey ya usey gaali de to uska jawab sirf ye kahna chaahiye ki main rozedar hun do baar (kahe)
Sahih Bukhari, Jild 3, 1894
———
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا روزہ دوزخ سے بچنے کے لیے ایک ڈھال ہے اس لیے ( روزہ دار ) نہ فحش باتیں کرے اور نہ جہالت کی باتیں اور اگر کوئی شخص اس سے لڑے یا اسے گالی دے تو اس کا جواب صرف یہ ہونا چاہئے کہ میں روزہ دار ہوں ، ( یہ الفاظ ) دو مرتبہ ( کہہ دے )
صحیح بخاری ، جلد 3 ، 1894
———
✦ रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया रोज़ा दोजख से बचने के लिए एक ढाल है इसलिए ( जो रोज़ेदर हो) वो ना तो बीवी से हमबिस्तरी करे और ना फ़हाश (बुरी) और जहलत की बातें करे और अगर कोई शख्स उस से लड़े या उसे गाली दे तो उसका जवाब सिर्फ़ ये कहना चाहिए की मैं रोज़ेदर हूँ दो बार (कहे)
सही बुखारी , जिल्द 3, 1894
———
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said, Fasting is a shield (or a screen or a shelter). So, the person observing fasting should avoid sexual relation with his wife and should not behave foolishly and impudently, and if somebody fights with him or abuses him, he should tell him twice, ‘I am fasting.
Sahih Bukhari, Book 31, No. 118

*Bismillahirrahmanirrahim*

✦ *Hadith: iftar ke waqt rozedar ki dua radd nahi hoti*

———-
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya iftar ke waqt rozedar ki dua radd nahi hoti
Sunan ibn Majah, Jild 1, 1753-Hasan
———-
رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا افطار كے وقت روزہ دار کی دعا رد نہیں ہوتی
سنن ابن ماجہ جلد ١ حدیث ١٧٥٣ – حسن
———-
✦ रसूल-अल्लाह सललल्लाहू-अलैही-वसल्लम ने फ़रमाया इफ़्तार के वक़्त रोजेदार की दुआ रद्द नहीं होती
सुनन इब्न माजा, जिल्द 1, हदीस 1753 – हसन
———-
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said When the fasting person breaks his fast, his supplication is not turned back.”
Sunan ibn Majah, Book 7, 1753-Hasan

=====================================================

Bismillahirrahmanirrahim*

*✦ Dua After Iftar (Breaking Fast)*

—————————
Marwan ibn Salim al-Muqaffa’ said:Ibn Umar Rahi allahu anhu said that the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said when he broke his fast:

*ذَهَبَ الظَّمَأُ وَابْتَلَّتِ الْعُرُوقُ وَثَبَتَ الأَجْرُ إِنْ شَاءَ اللَّهُ*
ZahabAzzamaau wa Abtallatilurooq, wa sabat-alajru, In sha Allah
( Translation: Thirst has gone, the arteries are moist, and the reward is sure, if Allah wills.)
Sunan Abu Dawud, Book 13, 2350-Hasan

Asalam-o-alaikum , Hi i am noor saba from Jharkhand ranchi i am very passionate about blogging and websites. i loves creating and writing blogs hope you will like my post khuda hafeez Dua me yaad rakhna.
mm