Islamic Blog

Hazrat saad bin waqqas(Radi Allahu Anhu)

40 Din me Molvi ban jane wale log Apne fatwe par control Rakhe Aur Qoum Me Ikhtilaf Na Failaayen. Ziyarat e Qabr Shirk Biddat Aur Haraam Nahi hai Ziyarat E Qabr ♥ ♥ Hadees-e-Pak ♥ ♥ “Jo apny Walidain ya 1 ki Qabr par har Jumma k din ziarat k liye hazir ho ALLAH usky […]

Imaam Jaafar as-Saadiq rehmatullahi alaihi :

Alqab : Saadiq (Truthful), Faazil (Virtuous), Taahir (Pure). *************** ** Aap ki wiladat 17 Rabi ul Awwal 83 Hijri (20 April 702 A.D.) ko Madina me hui. Aap ke waalid ka naam Imaam Muhammad al-Baaqir bin Imaam Zainul aabedin Ali al-awsat rehmatullahi alaihi aur waalida ka naam Umme Farwah Fatima bint Hazrat Qaasim bin Muhammad […]

Hazrat Abu Bakr Siddeeq radiallahu ta’ala anhu :

Alqab : Siddeeqe akbar, Gaare yaare nabi, Afzalun naas ba’adal Ambiya, Saani isnain, Khalifatul-Rasool, Ateeq. Aap ki wiladat 573 A.D. me Makka me hui. Aap ke waalid ka naam Hazrat Usman Abu Quhafa ibn Amir aur waalida ka naam Salma bint Sakhar (Ummul Khair) hai. Aap Quraish ke Banu Taym kabeele se ta’aaluq rakhte hain. […]

Hazrate Umar Farooq radiAllahu ta’ala anhu :

99 Names Of Allah

Laqab : Farooqe aazam, Sayyedul Aadileen. Aap ki wiladat 586 A.D. me Makka me hui. Aap ke waalid ka naam Khattab ibn Nufail aur waalida ka naam Hantamah bint Hishaam ibn Mugheera hai. Aap Quraish ke Banu Adi khaandan se ta’alluq rakhte hain. 5 Nabawi me RasoolAllah sallallahu alaihi wa sallam ke hukm se musalmano […]

Sayyidina Uwais-e- Karni Radhi Allahu Anhu..

A True Lover of the Holy Prophet (Sallallaahu Alaihi Wasallam) Hazrat Awais Qarni (Radhi Allahu Anhu) is another eminent Taba’ee (one who has had the company of the Sahaba) and a glimpse of true love for the Holy Prohet (Sallallaahu Alaihi Wasallam) could be seen in his life. The Holy Prophet (Sallallaahu Alaihi Wasallam) honored […]

Hazrate Suleman Alaihis Salam Ke Ghode

Ek martaba zihad ki ek muhim ke mokha par shaam ke vaqht hazrate suleman alaihis salam ne ghodon ko astabal se lane ka hukum diya. jab vo pesh kiye gaye to chunki Aap ko ghodon ki nasalon aur in ke zati avsaf ke ilm ka kamal hasil tha iss liye jab Aap ne in ghodon […]

आला ह़ज़रत इमाम अह़मद रज़ा कौन थे, क्या थे, कैसे थे, कहां के थे ?

आला ह़ज़रत इमाम अह़मद रज़ा कौन थे, क्या थे, कैसे थे, कहां के थे ? AalaHazrat Imam Ahmad Raza khan Barelvi Jo 14wi Sadi Hijri ke Mujaddid Or Bahot Bade Aashiqe Rasool Gujre hai AalaHazrat ki Paidaish: 10 Shawwal 1272 Hijri Mutabik 14 JUN 1856 Esvi Sanicher(SaturDay) ke Din Johar Ke Waqt Mohalla Jasoli Bareli […]

Wiladat E Aala Hazrat

كعبے کے بدرالرجی تم پے کروڑوں درود طیبہ کے شمش الضحی تم پے کروڑوں درود 🌟Kaneez-E-Tajush-shariah👑GRP🌟 💫Wiladat Ba Sa’adat Aur Karamat E Aalahazrat💫 ⚡Special Post⚡ 🔱Aala’Hazrat Maulana Ahmed Raza Khan Sahib ki Paidaish Se Qabl Ek Sahib Maulana Raza Ali Khan Jo Ke Aapke Dada Jaan The Ke Paas Haazir Hue,Unhone Aap Ke Gosh Guzar […]

Hazrat Shah Sabir Piya (R.A.) – Kaliyar Sharif

Name: Hazrat Sheikh Alauddin Ali Ahmed Titles: Sabir, Khatumul Arwaah, Sultane Aulia, Aghyase Hind Silsila: Chisti Sabri Predecessor: Hazrat Sheikh Fariduddin Masood Ganjshakar (رحمتہ اللہ علیہ) Successor: Hazrat Khawaja Shamsuddin Turk Panipati (رحمتہ اللہ علیہ) Date of Birth: 19 Rabi-Ul-Awwal (592 Hijri) Date of Wisaal: 13 Rabi-ul-Awwal (690 Hijri) Date of Urs: 13th, 14th, and […]