FAZILAT AUR IBADAT SHAB-A-QADR
=============================
HADITH
======
HAZRAT AYESHA RADI ALLAHU TA’ALA ANHA ne kaha ki NABI KAREEM SALLALLAHU TA’ALA ALLAIHI WA SALLAM ne farmaya: ki Ramzan ki aakhri dahai ki phutkar rato me shab e qadr ko khojo.
(Bukhari)
IBADAT
======
1:Mahe mubarak ki 23 v shab ko 4 rakat namaz 2 salam se pade aur her rakat me baad sureh fatiha ke sureh qadr ek ek 1-1 baar sureh ikhlas 3-3 baar pade IN SHA ALLAH TA’ALA waste magfirat ke ye namaz bahut afzal hai .
2:23 v shab-A-qadr ko 8 rakat namaz 4 salam se padni hai her rakat me baad sureh fatiha ke sureh qadr 1-1 dafa sureh ikhlas 1-1 baar pade baad salam ke 70 martba kalma tamjeed pade aur ALLAH TA’ALA SE apne gunaho ki bakshish talab kare ALLAH TA’ALA uske gunah muaf farma kar IN SHA ALLAH magfirat farmayega .
- मिसवाक के फायदे | मिस्वाक | Miswak Benefits - 9th April 2021
- BANGALORE RAMADAN TIMING 2021 - 8th April 2021
- HYDERABAD RAMADAN TIMING 2021 - 8th April 2021