“BE ADAB GUSTAK FIRKO KO SUNA DE E HASAN
YU KIYA KARTE HE SUNNI DASTANE AHLE BAIT”
Name: Hasan (AS) – the 2nd Holy Imam
Title: al-Mujtaba
Agnomen: Abul-Mohammad
Father: Imam Ali (AS) – the 1st Holy Imam
Mother: Hazrat Fatima Az-Zahra (SA) bint-e-Mohammad Rasool-Allah(pbuh&hf)
Birth: At Madina on 15th of Ramzan 3 AH (624 AD)
Shahadat (Death): In Madina at age 47, on 28th of Safar 50 AH (670 AD)
Cause of Death/ Burial: Martyred by means of poison and buried in the cemetery of Baqi in Madina.
Wiladat (Birth) :
Hazrat Imam Hasan Mujtaba Radiallahu Anhu Ki Wiladat 15 Ramzan ul Mubarak Hijri San 3 Me Madeena Shareef Me Hui Thi.





Huzur Sallallahu Alaihi WaAalehi Wasallam Imam Hasan Aur Imam Hussain Ke Baare Me Yu Dua Farmayi..
“Aye Allah ! Mai Inse Muhabbat Rakhta Hu Tu Bhi Inse Muhabbat Farma Aur Jo Inse Muhabbat Rakkhe Usse Bhi Tu Muhabbat Farma.

Ba-Havala (Refrence By) :
-[ShavahidunNabuwwat Page : 300]
-[Tohfa E Najat Volume : 11 Page : 178, 215 ]
Shaan Sehzad e Ali e Murtuza va Fatima Zehra Sarkar Saiyed Imam e Hasan R.A
Huzoor Sarwar e Kaunain ﷺ irshad farmate hain…




#Taareekh ul Khulfa.
Bitha Kar Shaanae Aqdas Pe Kardi Shaan Do Baala ,
Nabi ﷺ Ke Laadloñ Par Har Fazeelat Naaz Karti Hai.
Aapka urs e paak 28 Safar ko hai.
Latest posts by Noor Saba (see all)
- शब ए बारात की रात में क्या पढ़े | 2022 शब ए बरात का रोज़ा कब रखते है | - 7th March 2022
- Shab-E-Barat Ki Fazilat (शाबान बरक़त वाली रात) - 5th March 2022
- शब ए बारात की नमाज और सलामत तस्बीह (हिंदी) - 5th March 2022