Islamic Blog

*SUNNAT KYA HAI SHAB-E -BARAAT YA SHAB-E- QADR(RAMZAN KI TAQ RAAT*_???

_*Jawab1f4d5📕✔ SHAB E QADR( Yani Ramzan ki Raatein*_)

1f449👉Kuch logo ko ye confusion rahta hai ki shab e barat k din faisle kiye jate hai ye faisle wali raat hai. jabki Allah tala to Ramzan ki shab e qadr ki raato ko faisle wali raat kahta hai.To un logo k liye Quran ki kuch ayatein taki unka confusion clear ho in shaa Allah!

1.AL-QURAN✔”Ramzan wo mahina hai jisme Quran majeed Nazil kiya Gaya.”

1f4d8📘 _*Surah Baqra Aayat 185*_

1f446👆Ab hume ye to clear ho gya ki Quran Ramzan me nazil hua

2.AL-QURAN✔Hamne Is (Quran) ko Shab e qadr me nazil farmaya tumhe kya malum k shab e qadr kya hai,shab e qadr me ek rat ki ibadat hazar mahino ki ibadat se bahtar hai

1f4d8📘 _*Surah Qadr Aayat 1-3*_

1f446👆To is Aayat se hume ye bhi malum ho gya ki shab e qadr hi me Quran nazil hua, yani Ramzan ki jo taaq raate kahlati hain wo hi shab e qadr ki raat hain hai aur usi me quran nazil hua. Aur usi me ek raat hai jo hazar mahino ki ibadat se bahtar hai.

HADEES1f53b🔻

3.1f4d8📘✔Rasool Allah(saw) ne farmaya” Ae logo ye barkat wala mahina tumhare nazdeek aaya hai aur Allah ne ye hukm diya hai ki tum is mahine me roze rakho. Is mahine me Jannat ke darwaze khol diye jate hai aur jahannam ke darwaze band kar diye jate hai aur shaitano ko jakad diya jata hai. Aur is mahine me ek raat hai jo hazaar mahino se behtar hai. Jo is mahine me Allah ki barkat se mahroom raha wo sach me ek mahrum shaks hai.”

( 1f4da📚 _*Reported by Al-Nisaa’i, 4/129; Saheeh al-Targheeb, 1/490*_))

1f446👆Rasool Allah(saw) ne b clear kar dia k wo raat jo hazar mahino ki ibadat se behtar hai wo ramzan ki raat hai.

4.AL-QURAN✔”Beshak hamne ise mubarak raat me nazil kiya hai.Beshak ham bakhabar kar dene wale hain.”

1f4d8📘 _*Surah Dukhan Aayat 3*_

AL-QURAN✔”Usi Raat me har ahem kam ka faisla kiya jata hai”

1f4d8📘 _*Surah Dukhan Aayat 4*_

1f446👆#Ab ye faisle wali raat ka masla b clear ho gya.Allah tala farmata hai ki usi raat yani shab e qadr ki raat jo ramzan me hoti hai usi me sare faisle k

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm