Islamic Blog

  1. YA SEEN.
  2. W’L QUR-AANIL-HAKEEM.
  3. INNAKA LAMINAL MURSALEEN.
  4. ALA SIRAATIM MUSTAQEEM.
  5. TANZEELAL AZEEZIR RAHEEM.
  6. LITUNZIRA QAWMAM MAA UNZIRA AABAAUHUM FAHUM GAAFILOON.
  7. LAQAD HAQQAL QAWLU ALAA AKSARIHIM FAHUM LAA YUMINOON.
  8. INNAA JA’ALNAA FEE AANAAQIHIM AGLAALAN FAHIYA ILAL AZQAANI FAHUM MUQMAHOON.
  9. W’JA’ALNAA MIM BAINI AIDEEHIM SADDANW W’MIN KHALFIHIM SADDAN FA’GSHAI NAAHUM FAHUM LAA YUBSIROON.
  10. W’SAWAAA’UN ‘ALAIHIM A’ANZARTAHUM AM LAM TUNZIRHUM LAA YU’MINOON.
  11. INNAMAA TUNZIRU MANITTABA ‘AZZIKRA W’KHASHIYAR RAHMAANA BILGAIBI, FABASHSHIRHU BIMAGFIRATINW W’AJRIN KAREEM.
  12. INNAA NAHNU NUHYIL MAWTAA W’NAKTUBU MAA QADDAMOO W’AASAARAHUM W’KULLA SHAI’IN AHSAINAAHU FEE IMAAMIM MUBEEN.
  13. W’AZRIB LAHUM MASALAN ASHAABAL QARYATIH; IZ JAA’AHAL MURSALOON.
  14. IZ ARSALNAA ILAIHIMUS NAINI FAKAZZABOOHUMA FA’AZZAZNAA BISAALISIN FAQAALU INNAA ILAIKUM MURSALOON.
  15. QAALOO MAA ANTUM ILLAA BASHARUM MISLUNAA W’MAAA ANZALAR RAHMAANU MIN SHAI’IN IN ANTUM ILLAA TAKZIBOON.
  16. QAALOO RABBUNAA YA’LAMU INNAAA ILAIKUM LAMURSALOON.
  17. W’MAA ‘ALAINAAA ILLAL BALAAGUL MUBEEN.
  18. QAALOO INNAA TATAIYARNAA BIKUM LA’IL-LAM TANTAHOO LANAR JUMANNAKUM W’LA-YAMASSAN NAKUM MINNAA ‘AZAABUN ALEEM.
  19. QAALOO TAAA’IRUKUM MA’AKUM; A’IN ZUKKIRTUM, BAL ANTUM QAWMUM MUSRIFOON.
  20. W’JAA’A MIN AQSAL MADEENATI RAJULUNY YAS’AA, QALA YAA QAWMIT TABI’UL MURSALEEN.
  21. ITTABI’OO MAL-LAA YAS’ALUKUM AJRANW-W’HUM MUHTADOON.
  22. W’MA LIYA LAAA A’BUDUL LAZEE FATARANEE W’ILAIHI TURJAUOON.
  23. ‘A-ATTAKHIZU MIN DOONIHEE AALIHATAN INYN URIDNIR RAHMAANU BIZURRIL-LAA TUGNI. ‘ANNEE SHAFAA ‘ATUHUM SHAI ‘ANW-W’LAA YUNQIZOON.
  24. INNEE IZAL-LAFEE ZALAA-LIM-MUBEEN.
  25. INNEE AAMANTU BI RABBIKUM FASMAUOON.
  26. QEELAD KHULIL JANNNAH, QAALA YAA LAITA QAUMEE YA’LAMOON.
  27. BIMAA GAAFARA LEE RABBEE W’JA’ALANEE MINAL MUKRAMEEN.
  28. W’MAA ANZALNAA ‘ALAA QAUMIHEE MIM BA’DIHEE MIN JUNDIM MINAS-SAMAAYI W’MA KUNNAA MUNZILEEN.
  29. IN KAANAT ILLAA SAIHATANW WAAHIDATAN FA-IZAA HUM KHAAMIDOON.
  30. YAA HASRATAN ‘ALAL ‘IBAAAD, MAA YA’TEEHIM MIR RASOOLIN ILLAA KAANOO BIHEE YASTAHZI ‘OON.
  31. ALAM YARAW KAM AHLAK NAA QABLAHUM MINAL QUROONI ANNAHUM ILAIHIM LAA YARJI’OON
  32. W’IN KULLUL LAMMAA JAMEE’UL-LADAINAA MUHZAROON.
  33. W’AAYATUL LAHUMUL ARZUL MAITATU AHYAINAAHAA W’AKHRAJNAA MINHAA HABBAN FAMINHU YA’KULOON.
  34. W’JA’ALNAA FEEHAA JANNAATIM MIN NAKHEELINW W’A’NAABINW W’FAJJARNAA FEEHA MINAL ‘UYOON.
  35. LI YA’KULOO MIN SAMARIHEE W’MAA ‘AMILAT-HU AIDEEHIM, AFALAA YASHKUROON.
  36. SUBHAANAL LAZEE KHALAQAL AZWAAJA KULLAHAA MIMMAA TUMBITUL ARZU W’MIN ANFUSIHIM W’MIMMAA LAA YA’LAMOON
  37. W’AAYATUL LAHUMUL LAILU NASLAKHU MINHUN NAHAARA FA-IZAA HUM MUZLIMOON.
  38. W’SH-SHAMSU TAJREE LIMUSTAQARRIL LAHAA; ZAALIKA TAQDEERUL ‘AZEEZIL ALEEM
  39. W’LQAMARA QADDARNAAHU MANAAZILA HATTAA ‘AADA KAL’UR JOONIL QADEEM.
  40. LASH SHAMSU YAMBAGEE LAHAAA AN TUDRIKAL QAMARA W’LAL LAILU SAABIQUN NAHAAR, W’KULLUN FEE FALAKI YASBAHOON.
  41. W’AAYATUL LAHUM ANNAA HAMALNAA ZURRIYATAHUM FIL FULKIL MASHHOON.
  42. W’KHALAQNAA LAHUM MIM-MISLIHEE MAA YARKABOON.
  43. W’IN NASHAA NUGRIQHUM FALAA SAREEKHA LAHUM W’LAA HUM YUNQAZOON.
  44. ILLAA RAHMATAM MINNAA W’MATAA’AN ILAA HEEN.
  45. W’IZAA QEELA LAHUMU TTAQOO MAA BAINA AIDEEKUM W’MAA KHALFAKUM LA’ALLAKUM TURHAMOON.
  46. W’MAA TA’TEEHIM MIN AAYATIM MIN AAYAATI RABBIHIM ILLAA KAANOO ‘ANHAA MU’RIZEEN.
  47. W’IZAA QEELA LAHUM ANFIQOO MIMMAA RAZAQAKUMUL LAAHU QAALAL LAZEENA KAFAROO LILLAZEENA AAMANOOO ANUT’IMU MAL-LAU YASHAAA’UL LAAHU AT’AMAHOO, IN ANTUM ILLAA FEE ZALAALIM MUBEEN.
  48. W’YAQULOONA MATAA HAAZAL WA’DU IN KUNTUM SAADIQEEN.
  49. MAA YANZUROONA ILLAA SAIHATANW WAHIDATAN TA’KHUZUHUM W’HUM YAKHISSIMOON.
  50. FALAA YASTATEE’OONA TAWSIYATANW W’LAAA ILAAA AHLIHIM YARJI’OON
  51. W’NUFIKHA FIS SOORI FAIZAA HUM MINAL AJDAASI ILAA RABBIHIM YANSILOON.
  52. QAALOO YAA WAILANAA MAM BA’ASANAA MIM MARQADINAA, HAAZA MAA WA’ADAR RAHMANU WSADAQAL MURSALOON.
  53. IN KAANAT ILLAA SAIHATANW WAAHIDATAN FA-IZAA HUM JAMEE’UL LADAINAA MUHZAROON.
  54. FALYAUMA LAA TUZLAMU NAFSUN SHAI’ANW W’LAA TUJZAWNA ILLAA MAA KUNTUM TA’MALOON.
  55. INNA ASHAABAL JANNATIL YAWMA FEE SHUGULIN FAAKIHOON.
  56. HUM WAZWAAJUHUM FEE ZILAALIN ‘ALAL ARAAA’IKI MUTTAKI’OON.
  57. LAHUM FEEHA FAAKIHA TUNW-W’LAHUM MAA YADDA’OON
  58. SALAAMUN QAWLAM MIR RABBIR RAHEEM.
  59. W’MTAAZUL YAWMA AYYUHAL MUJRIMOON.
  60. ALAM A’HAD ILAIKUM YAA BANEEE AADAMA ALLAA TA’BUDUSH SHAITAANA INNAHOO LAKUM ‘ADUWWUM MUBEEN
  61. W’ANI’BUDOONEE, HAZA SIRAATUM MUSTAQEEM.
  62. W’LAQAD AZALLA MINKUM JIBILLAN KASEERAA, AFALAM TAKOONOO TA’QILOON.
  63. HAAZIHEE JAHANNAMUL LATEE KUNTUM TOO’ADOON.
  64. ISLAWHAL YAWMA BIMAA KUNTUM TAKFUROON.
  65. ALYAUMA NAKHTIMU ALAAA AFWAAHIHIM W’TUKALLIMUNAAA AIDEEHIM W’TASHHADU ARJULUHUM BIMAA KAANOO YAKSIBOON.
  66. W’LAW NASHAAA’U LATAMASNA ‘ALAAA AIYUNIHIM FASTA BAQUSSIRAATA FA-ANNAA YUBSIROON.
  67. W’LAW NASHAAA’U LAMASAKHNAAHUM ‘ALAA MAKAANATIHIM FAMAS-TATAA’OO MUZIYYANW W’LAA YARJI’OON.
  68. W’MAN NU ‘AMMIRHU NUNAKKISHU FIL-KHALQ, AFALAA YA’QILOON.
  69. W’MAA ‘ALLAMNAAHUSH SHI’RA W’MAA YAMBAGEE LAH, IN HUWA ILLAA ZIKRUNW-W’QUR-AANUM MUBEEN.
  70. LIYUNZIRA MAN KAANA HAIYANW W’YAHIQQAL QAWLU ‘ALAL-KAAFIREEN.
  71. AWALAM YARAW ANNAA KHALAQNAA LAHUM MIMMAA ‘AMILAT AIDEENAAA AN’AAMAN FAHUM LAHAA MAALIKOON,
  72. W’ZALLALNAAHAA LAHUM FAMINHAA RAKOOBUHUM W’MINHAA YA’KULOON.
  73. W’LAHUM FEEHAA MANAA FI’UW W’MASHAARIB, AFALAA YASHKUROON.
  74. W’TTAKHAZOO MIN DOONIL LAAHI AALIHATAL LA’ALLAHUM YUNSAROON.
  75. LAA YASTATEE’OONA NASRAHUM W’HUM LAHUM JUNDUM MUHDAROON.
  76. FLAA YAHZUNKA QAWLUHUM, INNAA NA’LAMU MAA YUSIRROONA W’MAA YU’LINOON.
  77. AWALAM YARAL INSAANU ANNAA KHALAQNAAHU MIN NUTFATIN FA-IZAA HUWA KHASEEMUM MUBEEN.
  78. W’ZARABA LANAA MASLANW W’NASIYA KHALQAHOO QAALA MAI-YUHYIL’IZAAMA W’HIYA RAMEEM.
  79. QUL YUHYEEHAL LAZEEE ANSHA’AHAAA AWWALA MARRAH, W’HUWA BIKULLI KHALQIN
  80. ALLAZEE JA’ALA LAKUM MINASH SHAJARIL AKHZARI NAARAN FA-IZAAA ANTUM MINHU TOOQIDOON.
  81. AWA LAISAL LAZEE KHALAQAS SAMAAWAATI W’LARZA BIQAADIRIN ‘ALAAA AI YAKHLUQA MISLAHUM, BALAA W’HUWAL KHALLAAQUL ‘ALEEM.
  82. INNAMAA AMRUHOOO IZAAA ARAADA SHAI’AN AI-YAQOOLA LAHOO KUN FA-YAKOON.
  83. FA SUBHAANAL LAZEE BIYADIHEE MALAKOOTU KULLI SHAI-INW W’ILAIHI TURJA’OON.

 

Surah Yaseen With Tarjuma

 

Bismillaahir Rahmaanir Raheem
Shuru Allah ka naam lekar jo badaa meherbaan nihayat rehem vala hai
1. Yaa-Seeen
   Yaa-Seeen
2. Wal-Qur-aanil-Hakeem
   Kasam hai kuran ki jo hikmat se bhara huva hai
3. Innaka laminal mursaleen
   Aye nabi beshak tum pegambaro mese ho
4. ‘Alaa Siraatim Mustaqeem
   Side rate par ho
5. Tanzeelal ‘Azeezir Raheem
   Yeh Quran galibo meher baan ka nazeel qiyaa huva hai
6. Litunzira qawmam maaa unzira aabaaa’uhum fahum ghaafiloon
   take tum unlogo ko jin ke baap dada’o ko khabardar nahi kya gayatha khabar daar kardo ki vo gaflat me pade huve hai
7. Laqad haqqal qawlu ‘alaaa aksarihim fahum la yu’minoon
     Unmese aksar par Allah ki baat puri ho chukihai so vo Imaan nahi laenge
8. Innaa ja’alnaa feee a’naaqihim aghlaalan fahiya ilal azqaani fahum muqmahoon
     Hum ne unki gardano me Taok daal rakhe hai or vo thodi’o tak phase huve hai to unki gardane akdi huvi hai
9. Wa ja’alnaa mim baini aydeehim saddanw-wa min khalfihim saddan fa aghshay naahum fahum laa yubsiroon
     Or hum ne inke age bhi dewaar bana di or piche bhi phir in par parda dal diya to ye dekh nahi sakte
10. Wa sawaaa’un ‘alayhim ‘a-anzartahum am lam tunzirhum laa yu’minoon
       Or tum inko Khabardar karo ya naa karo inke liye barabar hai ye Imaan nahi laenge
11. Innamaa tunziru manit taba ‘az-Zikra wa khashiyar Rahmaana bilghaib, fabashshirhu bimaghfiratinw-wa ajrin kareem
       Tum to sirf usShks ko khabardar kar sakte ho jo is nasihat yani Quran ki pairavi kare Or Rehman se gaibana dare
     So usko magfirat or bade sawab ki bahsarat sunado
12. Innaa Nahnu nuhyil mawtaa wa naktubu maa qaddamoo wa aasaarahum; wa kulla shay’in ahsainaahu feee Imaamim Mubeen
       Beshak hum murdo ko zinda karenge or jo kuch vo aage bhej chuke or jo unke nishaan piche rehgae hum unko kalamband karlete hai
       Or har cheez ko hum ne Kitaabe roshan yani lohemehfooz me likh rakah hai
13. Wadrib lahum masalan Ashaabal Qaryatih; iz jaaa’ahal mursaloon
       Or inse gaaon valo kaa kissa bayan karo jab unke paas paigambar aae
14. Iz arsalnaaa ilaihimusnaini fakazzaboohumaa fa’azzaznaa bisaalisin faqaalooo innaaa ilaikum mursaloon
       Yaani jab humne unki taraf do pegambar bheje to unhone unko jhutlaya phir humne teesre se taqviat di to unhone kaha ki hum
       tumhare taraf pegambar hokar aae hai
15. Qaaloo maaa antum illaa basharum mislunaa wa maaa anzalar Rahmaanu min shai’in in antum illaa takziboon
       Vo bole tum or kuch nahi magar hamari tarha ke admee ho or rehmaan ne koi cheez bhi naazil nahi ki tum mehez jhoot bolteho
16. Qaaloo Rabbunaa ya’lamu innaaa ilaikum lamursaloon
       Unhone kaha hamara parvardigar jaanta hai ke hum tumhare taraf paigaam dekar bheje gai hai
17. Wa maa ‘alainaaa illal balaaghul mubeen
       Or hamare zimme to saf saf paigaam pahucha dene hai or bas
18. Qaaloo innaa tataiyarnaa bikum la’il-lam tantahoo lanar jumannakum wa la-yamassan nakum minna ‘azaabun aleem
       Vo bole ke hum tum ko apne liye manhoos samaj te hai agar tum baaz naa aaoge to hum tumhe sangsaar kardenge
       or tum ko humse dookh dene wala aazaab pahuche gaa
19. Qaaloo taaa’irukum ma’akum; a’in zukkirtum; bal antum qawmum musrifoon
       Unhone kaha ke tumhari nahoosat tumhare saath hai kya isliye ke tumko nasihat kigaee nahi!
         Balke tum ese log ho jo hadse tajaavoos kargay ho
20. Wa jaaa’a min aqsal madeenati rajuluny yas’aa qaala yaa qawmit tabi’ul mursaleen
       Or sheher ke parle kinare se ek aadmi daudta huva aaya kehene laga ke aye meri kaum paigambaro ke piche chalo
21. Ittabi’oo mal-laa yas’alukum ajranw-wa hum muhtadoon
       Eso ke jo tum se koi seela nahi mangte or vo sidhe raste par hai
22. Wa maa liya laaa a’budul lazee fataranee wa ilaihi turja’oon
       Or mein kyu uski parastish na karu jisne mujhe paida kiya or usi ki taraf tum ko laut kar jana hai
23. ‘A-attakhizu min dooniheee aalihata iny-yuridnir Rahmaanu bidurril-la tughni ‘annee shafaa ‘antuhum shai ‘awn-wa laa yunqizoon
       Kya main usko chhod kar auro ko maabood banaoo ki agar rehmaan mujhe nuksaan pahuchana chahe to unki shifarish mujhe
       kuch bhi faeda na de sake or na wo mujhe chhuda hi sake
24. Innee izal-lafee dalaa-lim-mubeen
       Tabh to main khooli gumrahi mein pad gaya hu
25. Inneee aamantu bi Rabbikum fasma’oon
       Main to tumhare parvardigar par Imaan laya hu so meri baat soon rakho
26. Qeelad khulil Jannnah qaala yaa laita qawmee ya’lamoon
       Hookum huva ke bahest mein daakhil hoja bola kaash meri kaum ko pata chal jaae
27. Bimaa ghafara lee Rabbee wa ja’alanee minal mukrameen
       Ke mere rad ne mujhe bksh diya or mujhe ezzat valo mein shaamil kiya
28. Wa maaa anzalnaa ‘alaa qawmihee mim ba’adihee min jundim minas-samaaa’i wa maa kunnaa munzileen
       Or humne uske baad uski kaum par koi lashkar nahi utara or naa hum utaarne wale the
29. In kaanat illaa saihatanw waahidatan fa-izaa hum khaamidoon
       Vo to sirf ek chenghaad thee so vo usse nagahaa bhuj kar rehe gaye
30. Yaa hasratan ‘alal ‘ibaad; maa yaateehim mir Rasoolin illaa kaanoo bihee yastahzi ‘oon
       Bando par afsos ke unke paas jab koi pegambar ataa to vo usse tamakhur zaroor karte
31. Alam yaraw kam ahlak naa qablahum minal qurooni annahum ilaihim laa yarji’oon
       Kya unhone nahi dekha ke humne unse pehele bohot se logo ko halaak kardiya tha ab vo unki taraf laut kar nahi aaenge

 

32. Wa in kullul lammaa jamee’ul-ladainaa muhdaroon
       Or sab ke sab hamare rooh ba rooh haazir kiye jaaenge
33. Wa Aayatul lahumul ardul maitatu ahyainaahaa wa akhrajnaa minhaa habban faminhu yaakuloon
        Or Ek nishaani inke liye zamine murdaa hai ke hum ne usko zinda kiya or usme se anajh oogaya phir ye us mein se khate hai
34. Wa ja’alnaa feehaa jannaatim min nakheelinw wa a’naabinw wa fajjarnaa feeha minal ‘uyoon
       Or usme khajooron or angooro ke baag paida kiye or us mein chasshme jaari kardiye
35. Liyaakuloo min samarihee wa maa ‘amilat-hu aideehim; afalaa yashkuroon
       Taake ye oon baago ke fal khaae or inke haatone to unko nahi banaya to fir kya ye shukkr nahi karte
36. Subhaanal lazee khalaqal azwaaja kullahaa mimmaa tumbitul ardu wa min anfusihim wa mimmaa laa ya’lamoon
       Wo zaat paak hai jisne zamin ki nabadaat ke or khud inke or jin cheezo ki inko khabar nahi sab ke jode banaae
37. Wa Aayatul lahumul laylu naslakhu minhun nahaara fa-izaa hum muzlimoon
       Or ek nishaani inke liye raat hai ke us par se hum din ko kheech lete hai to usi waqt inpar andhera chah jata hai
38. Wash-shamsu tajree limustaqarril lahaa; zaalika taqdeerul ‘Azeezil Aleem
       Or sooraj apne mukarrar raste par chalta reheta hai ye us gaalibodana ka mukarrar kiya huva andaaza hai
39. Walqamara qaddarnaahu manaazila hattaa ‘aada kal’ur joonil qadeem
       Or chaand ki bhi humne manzeele mukarrar kardi yaha takke ghatte ghatte khajoor ki purani shaak ki tarha hojata hai
40. Lash shamsu yambaghee lahaaa an tudrikal qamara wa lal lailu saabiqun nahaar; wa kullun fee falaki yasbahoon
      Naa to sooraj hee se ye hosakta hai ki chaand ko jaa pakde or na raat hee din se pehele aasakti hai or sab
      apne apne madaar mein tayr rahe hai
41. Wa Aayatul lahum annaa hamalnaa zurriyaatahum fil fulkil mashhoon
       Or ek nishaani inke liye ye hai ki hum ne inki aolaad ko bharee huvi kashthi mein savar kiya
42. Wa khalaqnaa lahum mim-mislihee maa yarkaboon
       Or inke liye vesi hi or cheeze paida ki jinpar ye savar hote hai
43. Wa in nashaa nughriqhum falaa sareekha lahum wa laa hum yunqazoon
       Or agar hum chahe to inko gark karde phir na to inka faariyaad ras ho or naa inko reehaee mile
44. Illaa rahmatam minnaa wa mataa’an ilaa heen
      Magar ye humari rehmat or ek muddath ke fayde hai
45. Wa izaa qeela lahumuttaqoo maa baina aideekum wa maa khalfakum la’allakum turhamoon
       Or jab inse kahajaata hai ke jo tumhare aage or jo tumhare piche hai usse daro taake tumpar rehem kiya jaae
46. Wa maa taateehim min aaiyatim min aayaati Rabbihim illaa kaanoo ‘anhaa mu’rideen
       Or inke paas inke parverdigar ki taraf se koi nishaani nahi aati magar usse mooh fer lete hai
47. Wa izaa qeela lahum anfiqoo mimmaa razaqakumul laahu qaalal lazeena kafaroo lillazeena aamanooo anut’imu mal-law
48. yashaaa’ul laahu at’amahooo in antum illaa fee dalaalim mubeen
        Or jab inse kaha jata hai ki jo rizk Allah ne tum ko diya hai usme se kharch karo to kaafir momino ke muttaliq kehete hai ke
        bhala hum unlogo ko khaana khilaae jinko agar Allah chata to khud khila deta tumto khooli gumrahi mein ho
49. Wa yaqooloona mataa haazal wa’du in kuntum saadiqeen
       Or kehte hai agar tum sach kehte ho to bataao ye vaada kab puraa hoga
50. Maa yanzuroona illaa saihatanw waahidatan taa khuzuhum wa hum yakhissimoon
      Ye to ek chinghaad hi ke moontazir hai jo inko is haalme ki baa hum jhagad rahehonge Aaa pakdegi
51. Falaa yastatee’oona taw siyatanw-wa laaa ilaaa ahlihim yarji’oon
       Fir naa to ye vaseeat hi kar sakehge or naa apne gharvaalo mein vaaspas jaa sakenge
52. Wa nufikha fis-soori faizaa hum minal ajdaasi ilaa Rabbihim yansiloon
       Or jis waqt soor foonkaa jaaegaa ye kabro se nikal kar apne parvardigaar ki taraf daudh padenge
53. Qaaloo yaa wailanaa mam ba’asanaa mim marqadinaa; haaza maa wa’adar Rahmanu wa sadaqal mursaloon
       Kahenge haaae barbaadi hume hamare khabgaon se kisne jaga uthayaa  ye vahi toh hai jiska rehmaan ne vada kiya tha
      Or pegambaro ne saach kaha tha
54. In kaanat illaa saihatanw waahidatan fa-izaa hum jamee’ul ladainaa muhdaroon
      Wo to sirf ek zorki aawaz hogi ke sab ke sab humare rooh ba rooh aah haazir honge
55. Fal-Yawma laa tuzlamu nafsun shai’anw-wa laa tujzawna illaa maa kuntum ta’maloon
       Fir us roz kisi shaks par kuch bhi zoolm nahi kiya jaegaa or tum ko badla vesa hi milegaa jaise tum kaam karte the
56. Inna Ashaabal jannatil Yawma fee shughulin faakihoon
      Ehle jannat us roz E-sho-nishaad ke mashgale mein khush honge
57. Hum wa azwaajuhum fee zilaalin ‘alal araaa’iki muttaki’oon
       Wo bhi or unki Biwiyaa bhi saae mein takton par takiye lagae baiten honge
58. Lahum feehaa faakiha tunw-wa lahum maa yadda’oon
       Waha unke liye meve honge or jo vo mangvaen ge unko mile gaa
59. Salaamun qawlam mir Rabbir Raheem
      Unko parvardigaare meherbaan ki taraf se salaam kaha jaegaa
60. Wamtaazul Yawma ayyuhal mujrimoon
      Or vo farmaegaa ke gunhagaron tum aaj alag ho jao
61. Alam a’had ilaikum yaa Baneee aadama al-laa ta’budush Shaitaana innahoo lakum ‘aduwwum mubeen
      Aae aadam ki aulaad kya mein ne tum se keh nahi diya tha ki shaytaan ko mat poonjna wo to tumhara khoola dushman hai
62. Wa ani’budoonee; haazaa Siratum Mustaqeem
       Or ye ke merihi ibaadat karna yehi seeda rasta hai
63. Wa laqad adalla minkum jibillan kaseeraa; afalam takoonoo ta’qiloon
       Or usne tumese bohot si kahlkat ko goomrah kardiya tha to kya tum samaj te nahi the
64. Haazihee Jahannamul latee kuntum too’adoon
       Yahi vo jahannam hai jiski tum ko dhamki dijati thi

65. Islawhal Yawma bimaa kuntum takfuroon
       Jo tum koofr karte rahe ho uske badle aaj is mein daakheel hojaao
66. Al-Yawma nakhtimu ‘alaaa afwaahihim wa tukallimunaaa aideehim wa tashhadu arjuluhum bimaa kaanoo yaksiboon
      Aaj hum unke muuo par mohar lagadenge or jo kuch ye karte rahe the unke haat humse bayan kardenge
      Or unke paaon uski gavahi denge
67. Wa law nashaaa’u lata masna ‘alaaa aiyunihim fasta baqus-siraata fa-annaa yubsiroon
      Or agar hum chahe to unki aankho ko mitaa kar andha karde fir ye raste ko daude to kahase dekh sakenge
68. Wa law nashaaa’u lamasakhnaahum ‘alaa makaanatihim famas-tataa’oo mudiyyanw-wa laa yarji’oon
       Or agar hum chahe to unki jagah par unki soorate badalde fir vaha se vo naa age jaasake or naa piche laut sake
69. Wa man nu ‘ammirhu nunakkishu fil-khalq; afalaa ya’qiloon
       Or jisko hum badi ummr dete hai to use taklik me aondha dete hai yaani use bachpan ki
        kamzori vali haalat ki taraf lauta dete hai to kya ye samajte nahi
70. Wa maa ‘allamnaahush shi’ra wa maa yambaghee lah; in huwa illaa zikrunw-wa Qur-aanum mubeen
       Or hum ne inko yani apne paigambar ko sher goe nahi sikhae or na vo in ko shaayaa hi hai ye to mehez nasihat hai or saaf saaf quran hai
71. Liyunzira man kaana haiyanw-wa yahiqqal qawlu ‘alal-kaafireen
       Take us shaks ko jo zinda hai khabardaar kare or kaafiro par baat puri hojaae
72. Awalam yaraw annaa khalaqnaa lahum mimmaa ‘amilat aideenaaa an’aaman fahum lahaa maalikoon
      Kya inho ne nahi dekha ke jo cheeze humne apne haato se banae unme se hum ne inkeliye maveshi paida kardiye or ye unke maalik hai
73. Wa zallalnaahaa lahum faminhaa rakoobuhum wa minhaa yaakuloon
       Or unko inke qaabo me kar diya to koi to inmese inki savari hai or kisiko ye khaate hai
74. Wa lahum feehaa manaa fi’u wa mashaarib; afalaa yashkuroon
        Or unme inkeliye or faide or pine ki cheeze hai to kya ye shukr nahi karte
75. Wattakhazoo min doonil laahi aalihatal la’allahum yunsaroon
        Or inhone Allah ke sivaa or maboodh bana liye hai ke shaayad unse inko madath pahuche
76. Laa yastatee’oona nasrahum wa hum lahum jundum muhdaroon
       Magar vo inki madath ki hargizz takat nahi rakte or vo inki fauj banakar haazir kiye jaaenge
77. Falaa yahzunka qawluhum; innaa na’lamu maa yusirroona wa maa yu’linoon
        To inki baate tumhe gamnaak naa karde ye jokuch chupaate or jokuch zaahir karte hai hume sab malum hai
78. Awalam yaral insaanu annaa khalaqnaahu min nutfatin fa-izaa huwa khaseemum mubeen
       Or kya insaan ne nahi deka ke humne usko nuthfe se paida kiya fir vo tadak-padak jhagadne laga
79. Wa daraba lanaa maslanw-wa nasiya khalqahoo qaala mai-yuhyil’izaama wa hiya rameen
       Or humare baare mein misaale bayan karne laga or apni paidaesh ko bhulgaya kehene laga ke jab
        Haddiya bosidah hojay gi to unko kon zinda kare ga
80. Qul yuh yeehal lazeee ansha ahaaa awwala marrah; wa Huwa bikulli khalqin ‘Aleem
      Kehdo ki unko vo zinda karega jis ne unko peheli baar paida kiya tha or vo har tarha ki taqlik ko janta hai
81. Allazee ja’ala lakum minash shajaril akhdari naaran fa-izaaa antum minhu tooqidoon
       Wahi jisne tumhare liye saabz darakt se aag paida ki phir tum unki tehnio se ragad kar usse aag nikal te ho
82. Awa laisal lazee khalaqas samaawaati wal arda biqaadirin ‘alaaa ai-yakhluqa mislahum; balaa wa Huwal Khallaaqul ‘Aleem
       Bhalaa jisne asmaano or zameen ko paida kiya kya vo is baat par qadir nahi ki unko phir vese hi paida karde Kyu nahi!
       Or vo to sab kuch paida karne vala kameel illm vala hai
83. Innamaa amruhooo izaaa araada shai’an ai-yaqoola lahoo kun fa-yakoon
       Uski shaan ye hai ke jaab vo kisi cheez kaa irada karta hai to use farmadeta hai ke HOJAA to vo hojati hai
84. Fa Subhaanal lazee biyadihee malakootu kulli shai-inw-wa ilaihi turja’oon
       Vo zaat paak hai jiske haat mein har cheez ki hukumat hai or usiki taraf tumko laut kar jana hai
Asalam-o-alaikum , Hi i am noor saba from Jharkhand ranchi i am very passionate about blogging and websites. i loves creating and writing blogs hope you will like my post khuda hafeez Dua me yaad rakhna.
mm