Aur khuda ke bandey to wo hain jo zameen par ahistagi se chalte hai

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim Aur khuda ke bandey to wo hain jo zameen par ahistagi se chalet hain aur jab jahil log unsey guftagu kartey hain to salam kahtey hain Aur wo jo apney parwardigar ke aagey sazda karkey aur khadey rahkar raatein basar karte hain Aur jo dua maangtey rahtey hain ki Eh parwardigar dojakh […]
Apney parents ko uff bhi na kaho

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim Apney Maa baap (parents) ke saath bhalaii (neki) kartey raho aur agar tumharey samney unmein se ek ya dono budhapey ko pahunch jaye to unhey Uff bhi na kaho aur na unhey jhidako aur unsey adab se baat karo aur unkey samney shafqat se aajazi ke saath jukey raho aur kaho ki […]
Mafhum-e-hadith: Marhum ki taraf se sadqa

Bismillahirrahmanirrahim Mafhum-e-hadith: Marhum ki taraf se sadqa Hadith: Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Ek Sahabi ne Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam se kaha ki meri walida ko achanak maut aa gayee mera khayal hai ki agar unhey baat karney ka mauka milta to wo sadqa karti to kya main unki taraf se sadqa […]
Hadith: Sabse Afzal Aamal

Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Sabse Afzal Aamal… Abdullah bin masood Radiallahu anhu se rivayat hai ki mainey Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam se pucha ki deen ke muaamley mein kaun sa amal afzal hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki waqt par namaz Parhna, mainey pucha uskey baad Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Waldein ke […]
Wudhu karne, baal banane aur Juta pahanne mein Dahini taraf se shuru karo

Bismillahirrahmanirrahim Mafhum-e-Hadith: Wudhu karne, baal banane aur Juta pahanne mein Dahini taraf se shuru karo Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam jahan tak mumkin hota wudhu karne mein, Jute pahanne mein aur baal banae mein dahine taraf (Right side) se shuru kiya karte they. Sahih Bukhari, Vol 6, 5380 […]
Hadith: Masjid Quba mein ek namaz (ada karna) umrah ke barabar hai

Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Masjid Quba mein ek namaz (ada karna) umrah ke barabar hai Usaid bin Zuhair Ansari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Masjid Quba mein ek namaz (ada karna) umrah ke barabar hai Sunan ibn Majah, Vol. 1, 1411-Hasan Sahl bin Hunaif radi allahu anhu se rivayat […]
Hadith: Neik kaam karne mein itni hi takleef uthao jitni Taqat ho

Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Neik kaam karne mein itni hi takleef uthao jitni Taqat ho Aayesha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam se pucha gaya ki kaunsa amal Allah Subhanahu ke najdik ziyada pasand hai ? Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki jis par hameshgi ki jaye (yani constantaly kiya […]
Qabro ki Ziyarat (Visiting The graves)

Mafhum-e-Hadith: Qabro ki Ziyarat (Visiting The graves) Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alalihi Wasallam ne farmaya tum Qabro ki Ziyarat kiya karo kyunki wo tumhey maut ki yaad dilati hain. Sahih muslim, Vol2, 2259 Buraida Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya mainey […]