Islamic Blog

Eid e Milad un Nabi Hum Kyu Manate Hai

Eid e Milad mubarak

(1). “Tum Farmao ALLAH Hi Ke Fazal Aur Usi Ki Rehma…t Aur Usi Par Chahiye KeKhushiyaKare (Surah Yunus Ayat 58) Is Ayat Me Allah Azzawajal Ne Apne Fazal Aur Apni Rahamat Par Khushiya MananeKa Hukum Diya hai (2). “Or Humne Tumhe Na Bheja Magr Rahmat Sare Jahan K Liye” (Surah Ambiya Ayat 107) Is Ayat […]

Maah e Rabi’ ul Awwal Mubarak.

Maah e Rabi’ ul Awwal Mubarak.

Sab Aashiqaan e Rasool ko Huzoor Habeebullāh Khair e Khalqillāh Asharaful Ambiya Rasool e aazam Khaatim ul Ambiya Rahmatullil aalameen Sultaan e daarain Sarwar e kaa’inat Noor waale Aaqa Haadi-us-subool Shafi e Umam Muhammad Mustafa sallallāhu alaihi wa sallam ki wilaadat ka maheena mubarak ho. *************** ♦ Maah e Rabi’ ul Awwal ke khaas din […]