Islamic Blog

Etekaaf Mein Bethne Ka Sawab

Etekaaf Mein Bethne Ka Sawab

Ramzan ka etekaaf – Ramzan mein aakhri raato, 21vi raat se lekar chaand raat tak masjid mein rahna etekaaf kehlata hai. Iska bahut sawab hai. (1) Etekaaf mein bethne wala Allah ka mehmaan ban jata hai, socho Mezbaan agar Allah hai to apne mehmaan par kitni rahmat aur barkat farmaega. (2) Etekaaf Mein Bethna hazrat […]