Hadith of the day

Hazrat Ibne Abbaas Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Ne Riwayat Ki, Ki Ek Nabi Ne Arz Kiya, Ilahi Momin Bande Per Jo Tera Farmabardar Aur Gunahon Se Dur Rehta Hain, Zyada Musibatain Kyon Padti Hain Aur Kaafir Jo Nafarmaan Aur Sarasar Gunahgar Hain, Aksar Balaon Se Mehfuz Kyon Rehta Hain, Aur Usper Duniya Kyon Faraakh Kerdi Jati Hain? ALLAH-TA’AALA […]
ZIKR KARNE WALON PER REHMAT-A-ILAAHIYA

HADEES:- ********* Aamash Ne Abu Saleh Se, Unohne Hazrat Abu Huraira Aur Hazrat Abu Saeed Khudri Radi-Allahu-Ta’aala Anhum Se Riwayat Ki Hain Ki, Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ne Farmaya, ALLAH-TA’AALA Ne Naam-A-Aamaal Likhne Wale Farishton Ke Ilawa Aise Syyaha (Ghoomne Wale) Farishton Ko Paida Farmaya Jo Zameen May Sargarme Safar Rehte Hain, Jab Wo Kisi Jamaat Ko […]
jo shakhs sachchayee se shahadat maange

Bismilahirrahmanirrahim ✦ Hadith: jo shakhs sachchayee se shahadat maange Allah usko shaheedo ka darja ata farma dega chahe usko apne bistar par maut aaye —————- ✦ Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs sachche dil se shahadat maange usko shahadat ka sawab mil jayega chahe shahadat […]
kya tum ye jaante ho ki Suraj kahan jata hai ?

Abu Dharr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne apney sahaba Radi Allahu Anhuma se ek din farmaya kya tum ye jaante ho ki Suraj kahan jata hai ? unhone kaha ki Allah aur uska Rasool khub janta hai , Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ye chalta rahta hai […]
Hadith : Abu Bakr Radi Allahu Anhu ki shan

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Hadith : Abu Bakr Radi Allahu Anhu ki shan —————- ✦ Abu hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya ki jisne Allah ke raaste mein kisi cheez ka ek joda kharch kiya ( jaise ki do kapde, do jutey etc) to usko Jannat ke (ek se […]
Hadith of the day

Bismillahirrahmanirrahim Hadith : Usko har qadam par ek saal tak roze rakhne aur qayaam karne (Namaz mein khade hone) ka ajar diya jata hai ———– ✦ Aws bin Aws Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs juma ke din (apni biwi) ko gusal karwaye (yani uske saath […]
Hazrat Anas Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Farmate Hain

Hazrat Anas Radi-Allahu-Ta’ala-Anhu Farmate Hain Ki Ek Isayi Musalman Hua Usne Sur-A-Bakr Aur Sur-A-Aale-Imraan Padhli Fir Wo Nabi-A-Karim SALLALLAHU-TA’ALA-ALAIHI-WASALLAM Ki Bargah May WAHI Ki Kitaabat Karne Laga, Iske Baad Wo Isayi Hogaya Aur Kehta Tha Ki Mohammad Wahi Jaante Hain Jo Maine Likh Diya Hai! Fir ALLAH-TA’ALA Ne Isko Maut De Di Aur Logon Ne […]
HADEES

Hazrat Ibne Abbaas Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Se Riwayat Hain, Unohne Farmaya Ki Mujhse Meri Waalida Hazrat Ummul-Fazl Radi-Allahu-Ta’aala-Anha Ne Hadees Bayaan Ki, Ki Main Nabi-A-Akram SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ke Saamne Se Hoker Guzri! Huzoor Ne Farmaya Tu Haamila Hain Aur Tere Pet May Ladka Hain, Jab Wo Paida Ho To Use Mere Paas Lana! Ummul-Fazl Ne Arz Kiya, Ya […]
The Aim and Goal of the Prophet’s i’tikaaf was to seek Laylat ul-Qadr
Abu Sa’eed al-Khudri (radi Allahu anhu) said: The Messenger of Allah (sal Allahu alaihi wa sallam) observed i’tikaaf during the first ten days of Ramadan, then he observed i’tikaaf during the middle ten days in a small tent at the door of which was a reed mat. He took the mat in his hand and […]
Rights of Parents in Islam – Hadith

“RIGHTS OF PARENTS IN ISLAM” Hazrat Muhammad (P.B.U.H.) said: A man asked the Holy Prophet (P.B.U.H.), “What rights the parents had on their children.” The Holy Prophet (P.B.U.H.) answered, “Both are your Paradise and your Hell.” (Ibn-e-Maja) Abdullah bin Umar (R.A) relates that the Holy Prophet said: “Allah”s pleasure and approval are in […]