Islamic Blog

Jo Farz Namaz Padhe Bagair So Jaya karta hai

allah wallpaper2

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Hadith: Jo Farz namaz padhe bagair so jaya karta hai uska sir paththar se kuchla jayega ————- ✦ Samura bin Jundab Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne khwab bayan karte huye farmaya ki jiska sir paththar se kuchla ja raha tha wo Quran ka hafiz tha magar […]

40 HADITH FROM OUR PROPHET MUHAMMAD (PBUH)

Source: Agencies 1. Spread the salaam amongst yourselves. (Muslims) 2. Before speaking the salaam should be said. (Tirmizi) 3. Those who are nearest to God are they who are first to give a salutation (Salaam). (Tirmidhi) 4. Fasting is a shield (from sins). (Tirmizi) 5. Cleanliness is a part of the Faith. (Tirmizi) 6. Actions […]

Main madine mein marne wale ke haq mein gawahi dunga

allah muhammed

Bismillahirrahmanirrahim *✦ Hadith: Main madine mein marne wale ke haq mein gawahi dunga* ——————- ✦ Ibn Umar Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jis se ho sake ki wo madina mein aakar mare to wahi par mare kyunki jo madina mein marega uski main shafaat karunga Jamia Tirmidhi […]

Beshak Allah subhanahu aur uske farishte

allah wallpaper

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Al Quran : Beshak Allah subhanahu aur uske farishte Nabee Sallallahu Alaihi Wasallam par durud bhejte hain, Eh imaan walo tum bhi un par durud aur salam bheja karo. Al Quran, Surah Al-Ahzab (33), Aayah 56 ✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh mujh par Ek martaba Durud bhejega to Allah […]

DURURD-A-HAZAARI

bismiallah

Yeh Durud Sharif Jo Koi Qabristan May 3 Martaba Padhe To Uski Barkat Se 80 Baras Ka Azaab Khuda-A-Ta’aala Qabrishtan Se Utha Lega, Aur Jo 4 Martaba Qabristan May Padhe To Qayamat Tak Ka Azaab ALLAH-TA’AALA Us Makaam Se Utha Lega, Aur 24 Martaba Padhker Uska Sawab Maa-Baap Ko Bakshe To Goya Tamaam Maa-Baap Ke […]

THE IMPORTANCE OF FRIDAY AND JUMMA PRAYER

juma namaz

Friday is the sixth day in Islamic week. The literal meaning of Friday is congregation. In islam, this day is given the most importance than any other days of the week. Every Friday, Prayer of Jummah is offered and for this prayer special time is taken. Imams of all masjids deliver khutbah on a special […]

Apne hi waldein par laanat bhejna wala shakhs

Islamic Wallpaper

Bismillahirrahmanirrahim Mafhum-e- Hadith: Apne hi waldein par laanat bhejna wala shakhs Abdulllah bin Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya yakeenan kabira gunaho mein se ye bhi hai ki koi apney waldein par laanat bhejey (logo ne pucha) ki Ya Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam koi shakhsh apney hi […]

Dushman Mulk-e-sham mein jama honge musalmano se ladne

99 Names Of Allah

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Dushman Mulk-e-sham mein jama honge musalmano se ladne ke liye aur musalman bhi unse ladne ke liye jama honge ————– ✦ Yasir Bin jaber Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek baar kufa mein laal (Red) aandhi aayee , ek shakhs aaya aur kahney laga ki Eh Abdullah bin masood Qayamat aa […]

Aapas mein salam ko phailao (yani zyada se zyada salam karo

allah

Bismilahirrahmanirrahim ✦ As Salamu Alaikum Warahmatullahi Wabarkatahu ✦ Hadith: Aapas mein salam ko phailao (yani zyada se zyada salam karo) —————– ✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya tum log us waqt tak Jannat mein dakhil nahi ho sakte jab tak ki momeen na ban jao […]

Part 14 – Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam

ya allah

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Part 14 – Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam (Gustakh e Rasool ka ibrat naak anjam) ✦ Anas bin Malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek shaksh pahle Esaayee ( Christian) tha , phir wo Islam mein Dakhil ho gaya tha , usne Surah baqra aur Aal-e-Imran parh li phir wo […]