Hazrat Haji Ali Shaah Bukhari rahmatullāhi alaihi
Alqaab : ‾‾‾‾‾‾‾‾ Qutb-e-Zamaan, Shaah-e-samundar. ****************** Ek martaba Aap ne ek aurat ko rote hue dekha. Aap ne rone ki wajah puchhi to us ne bataaya ki “Main is bartan me tail lekar jaa rahi thi. Achaanak thokar lagne se gir gai aur ab agar bagair tail ke ghar jaaungi to mera shohar naraaz hoga.” […]