Islamic Blog

Kin Halaaton Mein Rozah Na Rakhne Ki Ijaazat Hai

ramzan ul mubarak

Masla– Safar Wa Hamal(Pregnancy) Aur Bachcha Ko doodh Peelana Aur Marz Aur Budhapa Ye Sab Rozah Na Rakhne Ke Liye Uzr Hain Inn Wujooh Se Koi Rozah Na Rakhe To Gunehgaar Nahin Masla-Safar  Se Muraad Safar-e-Sharaiy Hai Yaani Itni Door Jaane Ke Iraada Se Nikle K Yaha Se Waha Tak 92 Kilometer Ya Usse Zyaada […]

Roze ke makhroohat ke bayaan

Surah Al Rahman

Hadees– hazrat Abu Hurairah Radiyallahu T’aala anhu se Riwayat hai k Rasoolullah sallallaahu t’aala alaihi wasallam ne farmaya “ JO BOORI BAAT KeHNa AUR USPAR AMAL KARNa NAHIN ChhOdhE TO  ALLAH T’aala Ko Uski Kuch Haajat Nahin K Usne Khaana Peena Chhodh Diya Hai. (BUKHARI ,TIRMIZI SHARIF) Hadees: HAZRAT ABU HURAIRAH Radiyallahu t’aala anhu se […]

MASAIL – E -FIQHIYYA

ramzan mubarak

Rozah bhi Misl Namaaz Ke(namaaz ki Tarah) farze a’in hai – Iski Farziyat ka munkir kaafir aur bila uzr tark karne wala sakht gunehgaar aur dozakh ka mustaheeq (Haqdaar) hai . Jo bachche Rozah rakh sakte ho unko rakhaya jaaye. ROZE KE TAARIF Rozah Urfe shara’a Mein musalmaan ka ibaadat ki Niyyat se subah saadiq […]

AHAADEES FAZAILE RAMZAAN

ramzan month

Hadees– Hazrate Abu Hurairah Radiyallahu t’aala Anhu Farmate hain k Huzoor Sallallahu T’aala Alaihiwasallam Farmate hain “Jab Ramzaan aata hai, aasmaan ke darwaze khol diye jaate hain. Ek riwayat Mein hai k “Jannat ke darwaze khol diye jaate hain.”Ek Riwayat Mein hai k “Rehmat ke darwaaze khol diye jaate hain”(BUKHARI & MUSLIM SHARIF) Hadees– Hazrate […]

Sehri Ki Dua Aur Fazilat

ramzan chand

Khatmul Ambiya, Imaamul Ambiya, Rehmatallil Aalamin, Shafi-E-Mehshar, Madine Ke Tajdar Janabe Muhammad Mustafa Sallallaho Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya “Is Dua Ke Padhnewale Ko ALLAH Beshumar Har Sitare Ke 1-1 Hajaar Nekiya Deta Hai. (Yani Jitne Bhi Sitare Hai Unse Hajaar Guna Nekiya Marahmat Farmata Hai) Utne Hi Gunah Mitata Hai Aur Usi Kadar Uske […]

RAMADHAN KE MUKHTASAR MASAIL

ramzan mubarak 2

Alhamdulillhi rabbil aalameen,was salaatu was salaamu ala ashrafil ambiyaaee wal mursaleen, ammaa baad: Asslamu Alaikum Wa Rahamatullahe Ta’la Wa Barkathu.. Bismillahirrahm anirraheem .. Allah Rabbul Alameen Farmata hai : ”Ramzan wo Mahina hai jisme Quraan Nazil keya gaya (yaani looh e Mahfooz se Dunyawi Asmaan per Utara gaya) , jo logo k leye Hidayat hai […]

Roze Ki Niyat Ke Masle

RAMZAN 6

HADEES: IBNE KHUZAIMAH Ne ABU MASOOD Giffari Se Eik Taveel Hadees Riwayat Ki Usme Ke Kuch Alfaz Ye Hain… Farmaya Allah Ke Rasool صلى الله عليه وسلم Ne Agar Bandon Ko Maloom Hota Ki Ramzan Kya Chiz Hai To Meri Ummat Tamanna Karti Ke Pura Saal Ramzan Hi Ho {صحیح ابن خزيمة، كتاب الصيام، باب […]

Ek Roza Chhodhne Ka Nuqsaan

ramzan mubarak

Hazrate Sayyiduna Abu Huraira رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Se Riwayat hai, Sarkare Wala Tabaar, Bi Izni Parwardigaar, Do Jahan Ke Maaliko Mukhtaar, Shahenshaahe Abraar صلی اللہ تعلى علیہ وسلم Farmate hai “Jisne Ramadan Ke Ek Din Ka Roza Bagair Rukhsat Wa Bagair Marz Iftaar Kiya (Yaani Na Rakha) Toh Zamana Bhar Ka Roza bhi Uski […]

Ramzan Ke Roze Ki Fazilat Hadees Ki Roshni Me

mah e ramzan

“QURAN” يَٰٓأَيُّهَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ كُتِبَ عَلَيْكُمُ ٱلصِّيَامُ كَمَا كُتِبَ عَلَى ٱلَّذِينَ مِن قَبْلِكُمْ لَعَلَّكُمْ تَتَّقُونَ أَيَّامًا مَّعْدُودَٰتٍ ۚ فَمَن كَانَ مِنكُم مَّرِيضًا أَوْ عَلَىٰ سَفَرٍ فَعِدَّةٌ مِّنْ أَيَّامٍ أُخَرَ ۚ وَعَلَى ٱلَّذِينَ يُطِيقُونَهُۥ فِدْيَةٌ طَعَامُ مِسْكِينٍ ۖ فَمَن تَطَوَّعَ خَيْرًا فَهُوَ خَيْرٌ لَّهُۥ ۚ وَأَن تَصُومُوا۟ خَيْرٌ لَّكُمْ ۖ إِن كُنتُمْ تَعْلَمُونَ….. Aye Imaan Walon […]

Ramzan Ke Roze Ki Ahmiyat Aur Fazilat

ramzan

Aye Imamwalon Tum Pe Roza Farz Kiya Gaya. Jaisa unpe Farz Hua Tha Jo Tum Se Pehle Huye.. Taki Tum Gunaho Se Bacho, Phir Tum Me Jo Bimar Ho Ya Safar Me Ho Wo Aur Dino Me Ginti Puri Kare (bimari Ya Safar Khatm Hone Ke Bad Roza Rakhe), aur Jo TAQAT Nahi Rakhte (Boodha […]