Islamic Blog

Zakaat kisko dena chahiye.

zakat

रमज़ान के अशरे में सब मुसलमान अपनी साल भर की कमाई की ज़कात निकालते है। तो ज़कात क्या है? *कुरआन मजीद में अल्लाह ने फ़र्माया है : “ज़कात तुम्हारी कमाई में गरीबों और मिस्कीनों का हक है।” ज़कात कितनी निकालनी चाहिये ये काफ़ी बडा मुद्दा है इस मसले पर बहुत सारे इख्तिलाफ़ है, कोई इन्सान […]

MASAIL – E -FIQHIYYA

ramzan mubarak

Rozah bhi Misl Namaaz Ke(namaaz ki Tarah) farze a’in hai – Iski Farziyat ka munkir kaafir aur bila uzr tark karne wala sakht gunehgaar aur dozakh ka mustaheeq (Haqdaar) hai . Jo bachche Rozah rakh sakte ho unko rakhaya jaaye. ROZE KE TAARIF Rozah Urfe shara’a Mein musalmaan ka ibaadat ki Niyyat se subah saadiq […]

Roza Todnewali Chizon Ka Bayan

ramzan

Mas’ala: Huqqa cigarette Se Roza Toot Jata Hai Agar Che Iska Dhuwan Halaq Tak Nahi Pahochta Hai. isi Tarah Tambaku Pan in sab chizon Se Roza Toot Jata Hai… Agar Che iski Peek Thook Dee Jati {Bahar-e-shariat, Hissa-5, page-986} Mas’ala: Aisi Chiz Jo Muh Me Rakhne Se Ghul Jati Ho Muh Me Rakh Ke Thook […]

Sehri Ki Dua Aur Fazilat

ramzan chand

Khatmul Ambiya, Imaamul Ambiya, Rehmatallil Aalamin, Shafi-E-Mehshar, Madine Ke Tajdar Janabe Muhammad Mustafa Sallallaho Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya “Is Dua Ke Padhnewale Ko ALLAH Beshumar Har Sitare Ke 1-1 Hajaar Nekiya Deta Hai. (Yani Jitne Bhi Sitare Hai Unse Hajaar Guna Nekiya Marahmat Farmata Hai) Utne Hi Gunah Mitata Hai Aur Usi Kadar Uske […]

Chand Dekhne Ka Bayan

mah e ramzan 2

Aye Mehboob Tum Se Chand Ke Bare Me Sawal Karte Hain, Tum Farma Do Wo Logon Ke Kamo Aur Haj Ke Liye AWQAT Hain {القرآن، الجزء-2، سورة البقرة-189} Hadees Chand Dekh Kar Roza Rakhna Shuru Karo & Chand Dekh Kar aftar Karo Aur Agar Abar (Badal) Ho To Shaban Ki Ginti 30 Ki Puri Karo […]

Roze Ki Niyat Ke Masle

RAMZAN 6

HADEES: IBNE KHUZAIMAH Ne ABU MASOOD Giffari Se Eik Taveel Hadees Riwayat Ki Usme Ke Kuch Alfaz Ye Hain… Farmaya Allah Ke Rasool صلى الله عليه وسلم Ne Agar Bandon Ko Maloom Hota Ki Ramzan Kya Chiz Hai To Meri Ummat Tamanna Karti Ke Pura Saal Ramzan Hi Ho {صحیح ابن خزيمة، كتاب الصيام، باب […]

Ek Roza Chhodhne Ka Nuqsaan

ramzan mubarak

Hazrate Sayyiduna Abu Huraira رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Se Riwayat hai, Sarkare Wala Tabaar, Bi Izni Parwardigaar, Do Jahan Ke Maaliko Mukhtaar, Shahenshaahe Abraar صلی اللہ تعلى علیہ وسلم Farmate hai “Jisne Ramadan Ke Ek Din Ka Roza Bagair Rukhsat Wa Bagair Marz Iftaar Kiya (Yaani Na Rakha) Toh Zamana Bhar Ka Roza bhi Uski […]

Ramzan Ke Roze Ki Fazilat Hadees Ki Roshni Me

mah e ramzan

“QURAN” يَٰٓأَيُّهَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ كُتِبَ عَلَيْكُمُ ٱلصِّيَامُ كَمَا كُتِبَ عَلَى ٱلَّذِينَ مِن قَبْلِكُمْ لَعَلَّكُمْ تَتَّقُونَ أَيَّامًا مَّعْدُودَٰتٍ ۚ فَمَن كَانَ مِنكُم مَّرِيضًا أَوْ عَلَىٰ سَفَرٍ فَعِدَّةٌ مِّنْ أَيَّامٍ أُخَرَ ۚ وَعَلَى ٱلَّذِينَ يُطِيقُونَهُۥ فِدْيَةٌ طَعَامُ مِسْكِينٍ ۖ فَمَن تَطَوَّعَ خَيْرًا فَهُوَ خَيْرٌ لَّهُۥ ۚ وَأَن تَصُومُوا۟ خَيْرٌ لَّكُمْ ۖ إِن كُنتُمْ تَعْلَمُونَ….. Aye Imaan Walon […]

Ramzan Ke Roze Ki Ahmiyat Aur Fazilat

ramzan

Aye Imamwalon Tum Pe Roza Farz Kiya Gaya. Jaisa unpe Farz Hua Tha Jo Tum Se Pehle Huye.. Taki Tum Gunaho Se Bacho, Phir Tum Me Jo Bimar Ho Ya Safar Me Ho Wo Aur Dino Me Ginti Puri Kare (bimari Ya Safar Khatm Hone Ke Bad Roza Rakhe), aur Jo TAQAT Nahi Rakhte (Boodha […]