Islamic Blog

Islamic Calendar Ka Pehla Mahina

islamic calendor

MUHARRAM Islamic calendar ka pehla mahina…lekin islamic calendar ye kaise bana aur kab??? Hz Umar farooq RA jab second Khalifa bane to Abu Musa Ashari ko official letters bheja karte the..Abu Musa Ashari Yemen ke governor the ..to un letters main date nahi hua karti thi..to Abu Musa Ashari ne ye baat Hz Umar se […]

TAZIYE KI HAQEEQAT ( PART – 2 )

muharram taziya

Isme Taziya darasl lafz taziyat se bana hai jiske mani apni apni zahan ke mutabiq likhe gaye. Kisi ne taziyat mani matampursi likh diya kisi ne taziyat mani shareeke gham kisi me murde ki tajheez o takfeen likh diya baharhal lafze taziyat baqi raha. Jis tarah kisi ki maut ko sunkar jis se ruhani talluk […]

KHAAQ-E-KARBALA: BIBI ZAINAB KE DO SHEHZADE AUR HAZRAT ABBAS ALAMDAR RADIALLAHU ANHU KI SHAHADAT

muharram2

Hazrat Wahab ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮧ Ki Sahadat Ke Baad Hazrat Imam Husain ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮧ Kheme Me Wapas Aaye aur Apni Humshira Sayyeda Zainab ﺭﺿﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻨﻬﺎ Se Farmaya…. ” Bahen !!!! Zainab Utho Aur Bhai Hasan Ki Kaman Do Nana Mustafa ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ki Dastar Do Aur Baba Ali […]

Shab e Ashura Ki Nafal Namaz Aur Roza

HAZRAT ALI

Mahe Ramzan Ke Roze Ke Baad Sabse Jyada Sawab Maahe Muharram Ke Rozo Ka Hai. Is Post Me Muharram Ke Rozo Ki Fazilat Hadees Ke Hawalo Se Bayan Ki Gayi Hai. Muharram Ki 9vi Aur 10vi Tarikh Ke Roze Rakhne Ki Koshish Kare Aur Swabe Darrain Hasil Kare. Hazrat e Abu Hurairah رضي الله عنه […]

Months of the Islamic Calendar: Meanings

1st Kalma tayyaba 12

There are twelve months in the Islamic lunar calendar. Since their names are in Arabic, their meanings might be somewhat difficult to grasp for a non-Arabic speaking audience. In this short piece, we briefly examine these terms. 1. Muharram: is named so because the Arabs used to prohibit fighting during it. 2. Safar: is named […]

10 Moharram K Din Insan Ki Her DUA, TAUBA Qubool Hogi

muharram

10 Moharram K Din Insan Ki Her DUA, TAUBA Qubool Hogi, . Kyun Ki Is Din Hazrat Aadam (ALAIHISSALAM) Ki Tauba Qubool Hui Thi… . Hazrat Moosa (ALAIHISSALAM) Ki Dua Qubool Hui Thi… . Hazrat Isa (ALAIHISSALAM) Asmän Per Utha Liye Gaye They, . Hazrat Younis (ALAIHISSALAM) Machhli K Pait Se Nikäley Gaye The, . […]