Islamic Blog

ZAKAAT KE HAQDAAR

zakat in islam

Yani kaun zakaat lene ke mustahiq hain? Allah ka farmaan hai ” sadqe sirf faqeeron, miskeeno aur unke wasool karne waalon ke liye hain, aur unke liye jinki taaleef e qalb maqsood hon, aur ghulamon ko azaad karaane me aur qarz daaron ke liye aur allah ki raah me aur musaafir k liye, ye farz […]

JIN CHEEZON PAR ZAKAAT FARZ HAI

sadaqa..

Islam me jin cheezon par zakaat farz hai unka khulaasa neeche ho raha hai, 1- SONA, CHANDI AUR NAGADI (GOLD, SILVER, CASH) Sone chandi me zakaat farz hai, ba’sharte ke inki miqdaar muqarrar nisaab ke baraar ya usse zyada hon, aur uski milkiyat par ek saal guzar chuka ho, yaad rahe sone ka nisaab 85 […]