Islamic Blog

Ramadan Some Important Tips

ramzan

Ramzan mein ye karo ====================================== Ramzan ME ALLAH KA Khoob ZIKAR KARE, ALLAH SE Apne gunaho ki maafi maange, ALLAH KI RAZA HAASIL KARE, KAM SE KAM 1 QURAAN PURA Padhen. SAAL ME 2 MARTABA QURA’AN PADHNA WO QURA’AN KA HAQ HE. USME SE EK RAMADAN K MAHINE ME OR EK RAMADAN K ALAVA.. WESE […]

सेहत के लिए फायदेमंद है रोजा

muhammed salallah o salam

अल्लाह तबारक व तआला क़ुरआन शरीफ़ के पारा नम्बर दो सूरह बकर की आयत नम्बर 182-183 में इर्शाद फ़रमाया है कि ” ऐ ईमान वालो! तुम पर रोज़े फ़र्ज़ किए गए जैसे कि अगली उम्मत पर फ़र्ज़ किए गए थे ताकि तुम मुत्तक़ी और परहेज़गार बन सको क़ुरआन पाक की इस आयत के तर्जुमे से […]

Ramzan me 3/4 Quran Shareef padhne Wale zindagi me ek Baar to Quran ko samjh k padho

al quran

अल्लाह के कुरान में इंसानियत को 100 के करीब सीधे हुक्म..! बेशकीमती कलाम कापी करें शेयर करें दूसरों को बताएं जज़ाक अल्लाह खैर दोस्तों Ramzan me 3/4 Quran Shareef padhne Wale zindagi me ek Baar to Quran ko samjh k padho Quran me likha Kiya he Quran khud hidayat he samjh k padhne walo k […]

ROZA TODNE KI UN SURTO KA BAYAN JINME KAFFARA BHI LAZIM HAI

ramzan month

Ramzaan ka roza kasdan tod dalne se kaffara lazim ata hai ! Roza todne ka kaffara ye hai ki ek laondi ya gulam azaad kare aur ye na ho sake to lagataar barabar 60 roze rakkhe agar ye bhi na kar sake to 60 miskino ko bhar pet dono waqt khana khilaye aur roza rakhne […]

रमजान के महीने में इन खास बातों का रखें ध्‍यान…

tips for ramadan

आइए जानते हैं कौन सी बातों को ध्‍यान में रखकर रोजे रखने चाहिए: 1. इंसान रमजान की हर रात उससे अगले दिन के रोजे की नियत कर सकता है. बेहतर यही है कि रमजान के महीने की पहली रात को ही पूरे महीने के रोजे की नियत कर लें. 2. अगर कोई रमजान के महीने […]

SHAN-A-RAMDAAN (RAMDAAN KAREEM SPECIAL)

Happy EID Mubarak Images

MASLA ====== Nisab se zyada maal hai to agar ye zyadti nisab ka panchwa hissa hai to iski zakat bhi wajib hai maslan do sau chalees (240) dirham yani tirsat(63) tola chandi ho to zakat me che(6) dirham wajib yani ek(1) tola che(6) masha 7. 1/5 ratti yani bawan(52) tola che(6) masha ke baad har […]

SHAN-A-RAMAZAN (TOPIC ZAKAAT )

islam background

MASLA ====== Jo maal kisi par dain ho uski zakat kab wajib hoti hai aur ada kab wajib hai isme teen surten hai Agar dain qawi ho jaise qarz jise urf me dast garda( qarz hi ke mana me aya hai) Kehte hai aur maal e tijarat ka samaan maslan koi maal isne ba-niyat e […]

SHAN-A-RAMDAAN(TOPIC A’ITEKAF )

ramadan 2

MASLA ====== masjid me ALLAH ke liye niyat ke sath thairna A’ITEKAF hai aur iske liye musalmaan aqil aur janabat wa haiz wa nifas hona shart hai. Buloog shart nahi balki na balig jo tameez rakhta hai agar ba-niyate A’ITEKAF MASJID me thaire to ye A’ITEKAF sahi hai. Azaad hona bhi shart nahi. Lihaza gulaam […]

SHAN-A-RAMDAAN (SHAB-E-QADR SPECIAL )

islam 003

FAZILAT AUR IBADAT SHAB-A-QADR ============================= HAZRAT ANAS IBN E MALIK RADI ALLAHU TA’ALA ANHU ne farmaya: ki jab ramzan ka mahina shuru hua to NABI KAREEM SALLALLAHU TA’ALA ALAIHI WA SALLAM ne farmaya:ki ye mahina tum me aya hai.aur isme ek raat aisi hai jo hazar mahino se acchi hai to jo shaqs iski barkato […]

SHAN-A-RAMDAAN (TOPIC A’ITEKAF )

SHAN A RAMDAAN PART 8

MASLA ====== AI’TEKAF SUNNAT yani RAMDAN ki pichli das tareekhon me jo kiya jata hai usme roza shart hai lihaza agar kisi mareez ya musafir ne AI’TEKAF kiya to magar roza na rakha to sunnat ada na hui balki nafl hua. (RAHUL MUHTAAR) MASLA ====== Mannat ke AI’TEKAF me bhi roza shart hai yahan tak […]