Islamic Blog

Ramadan Some Important Tips

ramzan

Ramzan mein ye karo ====================================== Ramzan ME ALLAH KA Khoob ZIKAR KARE, ALLAH SE Apne gunaho ki maafi maange, ALLAH KI RAZA HAASIL KARE, KAM SE KAM 1 QURAAN PURA Padhen. SAAL ME 2 MARTABA QURA’AN PADHNA WO QURA’AN KA HAQ HE. USME SE EK RAMADAN K MAHINE ME OR EK RAMADAN K ALAVA.. WESE […]

Ramzan Special-Roza, Namaz Tarawih, Zakat etc

ramzan kareem

Via: Jamate Razae Mustafa Unnao •”RAMZAN SPECIAL” *Chand Dekhne Ka Bayan…. <QURAN> Aye Mehboob Tum Se Chand Ke Bare Me Sawal Karte Hain, Tum Farma Do Wo Logon Ke Kamo Aur Haj Ke Liye AWQAT Hain {القرآن، الجزء-2، سورة البقرة-189} Hadees> Chand Dekh Kar Roza Rakhna Shuru Kro & Chand Dekh Kar aftar Karo,,, aur […]

ROZA TODNE KI UN SURTO KA BAYAN JINME KAFFARA BHI LAZIM HAI

ramzan month

Ramzaan ka roza kasdan tod dalne se kaffara lazim ata hai ! Roza todne ka kaffara ye hai ki ek laondi ya gulam azaad kare aur ye na ho sake to lagataar barabar 60 roze rakkhe agar ye bhi na kar sake to 60 miskino ko bhar pet dono waqt khana khilaye aur roza rakhne […]

Ramzan Ki Fazilat: Part – 6

ramzan

★8th – FAZILAT – Ramzan Ke Mahine Me Allah Har Raat Logon Ko Jahannum Se Azad Karta Hai: » Mehfum-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hain Ke- “Allah Rabbul Izzat Ramzan Ki Har Raat Logon Ko Jahannum Se Aazad Karta Hai,.” – (Muslim Sharif) ….Yaani Wo Log Jo Jahannumi Aamal Kartey They Jo Burey Log […]

Ramzan Ki Fazilat: Part – 5

happy ramzan

★6th – FAZILAT – Roze Ka Azar Behisab Hai: Ek Riwayat Me Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke – » Mehfum-e-Hadees: “Roza Dozakh (Hell) Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai Isliye (Jo Rozedar Ho) Wo Na Tou Biwi Se Humbistari Karey *Aur Na Fahash (Buri) Aur Jahalat Ki Batein Kare *Aur Agar Koi […]

Ramzan Ki Fazilat: Part – 4

ramzan roza

★4th – FAZILAT – Ramzan Ka Umrah Hajj Ke Barabar Sawab Deta Hai: » Mehfum-e-Hadees Hai Ke: Hazrate Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Ek Ansari Sahabiya Se Farmaya – “Ramzan Ke Mahine Me Umrah Karna Hajj Ke Barabar Hai”. – (Sunan Nasaii, Vol2, 21 – Sahih) …. […]