Islamic Blog

Allah Subhanahu apney bando par

allah2

Bismillahirrahmanirrahim Mafhum-e-Hadith: Allah Subhanahu apney bando par is se bhi ziyada mehrbaan hai jitni ek Maa apne bacche par meharban hai —————— Hazrat Umar radi allahuanhu se rivayat hai ki Rasool-AllahSal-Allahu Alaihi Wasallam ke paas Qaidi aye ek aurat unmein se (kisi ko) dhundhti huyee aayee, jab usne un qaidiyon mein seek bachche ko paya […]

us shaksh ko dekho jo tum mein se kam ho

allah2

Bismilahirrahmanirrahim ✦ Hadith : us shaksh ko dekho jo tum mein se kam ho ( Maal aur Daulat mein, aur Husn wa Jamaal mein aur Aulad mein) ————————- ✦ Abu Hurairah radi allahuanhu se rivayat hai ki Rasool-Allah SallallahuAlaihi wasallam ne farmaya us shaksh ko dekho jo tum mein se kam ho ( Maal aur […]

Allah subhanahu ki ata ki gayee naimato ko bachane ki dua

allah great

✦ Abdullah bin umar Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ki dua ye thi : اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ زَوَالِ نِعْمَتِكَ وَتَحَوُّلِ عَافِيَتِكَ وَفُجَاءَةِ نِقْمَتِكَ وَجَمِيعِ سَخَطِكَ Allahumma innee Auzubika min zawali nimatika, wa tahawwuli Aafiyatik, wa fujaaaati nimatika wa jamee’e sakhatik. Tarjumah : Ya Allah main Panaah maangta […]

Bachchey ki surat Walid ya Walida ke khandan se milna

allah image

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim Mafhum-e-Hadith: Bachchey ki surat Walid ya Walida ke khandan se milna Hazrat Abu Hurairah se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ke pass ek Dehati aaya aur kaha ki ya Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam meri biwi ne kaala ladka paida kiya hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne pucha tumharey pass oont […]

Allah subhanahu ko sabse zyada ye 4 kalme pasand hain

lailahailallah

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Hadith : Allah subhanahu ko sabse zyada ye 4 kalme pasand hain ——— ✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah subhanahu ko sabse zyada ye 4 kalme pasand hain SubhanAllah Wa Alhamdulillah Wa La ilaha ilAllahu Wa Allahu Akbar. Sahih Muslim, Jild 6, 5601 ———- ✦ रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया […]

Dushman Mulk-e-sham mein jama honge musalmano se ladne

99 Names Of Allah

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Dushman Mulk-e-sham mein jama honge musalmano se ladne ke liye aur musalman bhi unse ladne ke liye jama honge ————– ✦ Yasir Bin jaber Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek baar kufa mein laal (Red) aandhi aayee , ek shakhs aaya aur kahney laga ki Eh Abdullah bin masood Qayamat aa […]

Part 13 – Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam

14022274 539682652905941 682357092869434264 n

Bismillahirrahmanirrahim Part 13 – Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam —————— ✦ Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam Jumaa ke din khutba de rahe they ki ek Sahabi khade huye aur kahne lage ki Ya Rasool-Allah Sal- Sallallahu Alaihi Wasallam Allah se dua farma dijiye ki hamarey liye barish […]

ALLAH hi Sabko bachaney wala hai

14022274 539682652905941 682357092869434264 n

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim. Hazrat Jaber radi allahu anhu se rivayat hai ki RASOOLALLAH sallallahuAlaih i Wasallam ne farmaya Ek shaksh mere pass aaya Main so raha tha usney Talwar Utaar li Main jaga wo mere sir par khada tha mujhe us waqt khabar huyee jab uskey haath mein khuli Talwaar aa gayee wo bola ab […]

Surah Al-ikhlas Ek teehaii Quran ke barabar hai

14022274 539682652905941 682357092869434264 n

Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Surah Al-ikhlas Ek teehaii Quran ke barabar hai *Qul Hu Wallahu Ahad, ALLAHus-Samad, Lam Yalid walam Yulad, Walam Yakul-lahu Kufuwan Ahad* قُلْ هُوَ اللَّهُ أَحَدٌ اللَّهُ الصَّمَدُ لَمْ يَلِدْ وَلَمْ يُولَدْ وَلَمْ يَكُن لَّهُ كُفُوًا أَحَدٌ Al Quran : Kah do Wo ALLAH Ek hai, ALLAH beniyaz hai, Na uski koi Aulad hai […]

Logon se apna rukh na pher

ya allah

Bismillahirrahmanirrahim Al Quran : Logon se apna rukh na pher aur Zameen par itra kar na chal beshak ALLAH kisi Takabbaur karne wale, itrane wale ko pasand nahi karta Al Quran : Surah Luqman, (31), # 18 Hadith: Hazrat Abdullah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jannat mein […]