1) Tahajud Namaz nafl hi min 2 rakat max 12 rakt padskte hi
2) sure fateha k bad 3 marataba sure ikhlas pdna afzal hi .. dusti surate bhi pdskte hi
3) Tahajud namaz ka waqt isha ki namaz padne k bad shuru hota hi
4) tahajud namaz k liye Isha ki farz padna zaruri hai ( Isha ki farz namaz tahajud k liye shart hi )
5) tajajud namaz k liye isha ki namaz padke thodi der sona farz hi agar soya nahi to tahajud nahi padskte
6) for exmpl agar ap Isha ki namaz 9 pm ko pdle aur 15 mnt k liye sogaye to ap 9 :15 pm ko tahjud namaz padskte ho basicly tahajud namaz ka waqt isha k farz padne k bad shuru hota lkn rat k 3 hisse me tahajud padna afzal hi
7) Tahajud namaz k liye agar isha padkar 2 mnt k liye bhi neend lagi to tahajud padskta hi
8) Tahajud Namaz ka waqt subhe sadiq tak hota hi jaise hi fajr ka shuru huwa tahajud ka khtm hoga
Mere AQA sallallaho alaihi wasallam ne irshad farmaya ALLAH har Raat Aasman-e-Duniya ki taraf Nuzul farmata hai us waqt jab Raat ka aakhri tihayee hissa baqi rah jata hai aur farmata hai,
Kaun hai jo Mujhse Dua karta hai ki main uski Dua Qubul karu?Kaun hai jo Mujhse Mangta hai ki main usey du?
Kaun hai jo Mujhse Bakhshish talab karta hai kimain uski Bakshish karu?
Jo Tahajjud ki namaz padh kar dua maangta hai, besak uski dua qabool hoti hai…
[ Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 333 ]
- Shab E Barat Kya Hai - 5th March 2022
- Health Tips Hindi - 4th January 2021
- Ramadan Hadith - 4th January 2021
assalamualaikom
sir meri duty night ki hoti hai or may tahajud parna chahta hou tho kia may par skta hou q k apne like hai k hai tahajud k namaz k liye sonata farz hai….?