ASSALAM O ALAIKUM
NABI-e-PAK Sallallahu Alayhi
Wasallam ne Hazrat Abu Baqr
Siddiq RaziAllahu Anhu aur
Hazrat Umar RaziAllahu Anhu ki
taraf ishara kar ke farmaya ki
mere baad inki taqlid (iqteda)
karna.
(Tirmizi : jild-2, page-207)
NABI-e-PAK Sallallahu Alayhi
Wasallam ne farmaya : tum par
laazim hai meri aur Khulafa-e-
Rashd een ki sunnat par amal
karo.
(Tirmizi : jild-2, page-96)
taqlid ALLAH ka farman hai..
NABI Sallallahu Alayhi Wasallam
ka irshad hai..
sahaba ka tariqa hai..
ummat ka ma’amool hai aur fitrat
ka taqaza hai.
taqlid ka inkaar in sab ka inkar
hai. chaaro mazahib (Hanafi,
Shafai, Hambali, Maaliki) ki taqlid
(pairvi) par ummat ke qabil
afraad ka ijma hai.
(Hujjatullahil : page-154)
ALLAH ki madad jama’at par hai.
tum bade giroh ki taqlid karo. jo
usse alag hoga wo jahannum me
jayega.
(Haakim : hadees-391)
- Allah subhanahu se Magfirat aur Aafyiat manga karo kyuki - 14th June 2017
- Sajda e Tilawat ki dua - 14th June 2017
- Bewaon aur miskeenon ke kaam aaney wala - 14th June 2017