Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Hadith: Tum logon ko kamzor maazur logon ki duaaon ki wajah se (Allah ki taraf se) madad aur Rizq diya jata hai.
Abu darda Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Mere liye , kamjor logon ko talash karo kyunki tumhey unhi ki wajah se rozi milti hai aur unhi ki wajah se tumhari madad ki jati hai
Sunan Abu Dawud, Vol2, 822
Mus’ab bin Sad Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Tum logon ko kamzor maazur logon ki duaaon ki wajah se (Allah ki taraf se) madad aur Rizq diya jata hai.
Sahih Bukhari, 2896
———————————————————————–
Narrated AbudDarda Radi Allahu Anhu : I heard the Apostle of Allah (peace_be_upon_him) say: Seek for me weak persons, for you are provided means of subsistence and helped through your weaklings.
Sunan Abu Dawud, book 14, 2588
Narrated Mus’ab bin Sad Radiallahu anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, “You gain no victory or livelihood except through (the blessings and invocations of) the poor amongst you.”
Sahih Bukhari, Book 52, No. 145
- मिसवाक के फायदे | मिस्वाक | Miswak Benefits - 9th April 2021
- BANGALORE RAMADAN TIMING 2021 - 8th April 2021
- HYDERABAD RAMADAN TIMING 2021 - 8th April 2021