Islamic Blog

Bismillahirrahmanirrahim


Hadith: Tumhare badan ka bhi tum par haq hai , aur tumhari biwi ka bhi tum par haq hai

Abdullah bin ‘Amr bin Al-‘As Radi AllahuAnhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlaihi Wasallam ne farmaya Abdullah kya muijhe jo khbar mili sahi hai ki tum rozana (Rozana) din mein roza rakhtey ho aur raat bhar ibadat kartey ho, mainey kaha ki haan ya Rasoollallah Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  , to Aapne farmaya ki aisa na karo,  Rozey bhi rakho aur bina rozey bhi raho raat mein ibadat bhi karo aur soya bhi karo,  kyunki tumharey badan ka bhi tum par haq hai , tumhari aankh ka bhi tum par haq hai aur tumhari biwi ka bhi tum par haq hai.
Sahih Bukhari, Vol 6, 5199

—————————————————

 Narrated ‘Abdullah bin ‘Amr bin Al-‘As Radi AllahuAnhu: ALLAH’s Apostle SallallahuAlaihi wasallam said, “O ‘Abdullah! Have I not been formed that you fast all the day and stand in prayer all night?” I said, “Yes, O ALLAH’s Apostle!” He said, “Do not do that! Observe the fast sometimes and also leave them (the fast) at other times; stand up for the prayer at night and also sleep at night. Your body has a right over you, your eyes have a right over you and your wife has a right over you.” 

Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 127

Asalam-o-alaikum , Hi i am noor saba from Jharkhand ranchi i am very passionate about blogging and websites. i loves creating and writing blogs hope you will like my post khuda hafeez Dua me yaad rakhna.
mm