Islamic Blog

Bismilahirrahmanirrahim

✦ Hadith : us shaksh ko dekho jo tum mein se kam ho ( Maal aur Daulat mein, aur Husn wa Jamaal mein aur Aulad mein)
————————-
✦ Abu Hurairah radi allahuanhu se rivayat hai ki Rasool-Allah SallallahuAlaihi wasallam ne farmaya us shaksh ko dekho jo tum mein se kam ho ( Maal aur Daulat mein, aur Husn wa Jamaal mein aur Aulad mein) aur usko mat dekho jo tumse ziyada hai aur aisa karogey to Allah taaala ki Naimat ko apney upar haqeer ( yani kam) nahi samjhoge
Sahih Muslim, 7430
———————-
حضرت ابوہریرۃ رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت کی ،کہا: رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اس کی طرف دیکھو جو(مال ور جمال میں) تم سے کمتر ہے،اس کی طرف مت دیکھو جو تم سے فائق ہے ،یہ لائق تر ہے اسکے کہ تم اللہ کی نعمت کو حقیر نہ سمجھو گے۔ ابو معاویہ نےکہا: (وہ نعمت) جو تم پر کی گئی۔
———————-
✦ Abu Huraira Radi AllahuAnhu The Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam said Look at those who stand at a lower level than you but don’t look at those who stand at a higher level than you, for this would make the favours (conferred upon you by Allah) insignificant (in your eyes).
Sahih Muslim, Book 042, Number 7070

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.
mm