Islamic Blog

Durud :- Khuda Ke Hukm Par Amal Karne Wala Amal Hai.
Durud :- Nabi Ki Bargah Ka Tohfa-E-Salam Hai.
Durud :- Gunah Ke Mafi Ka Zariya Hai.
Durud :- Nabi Ki Kurbat Ka Sabab Hai.
Durud :- Kayamat Ke Din Ka Noor Hai.
Durud :- Kabr Ki Thandak Hai.
Durud :- Shafa’at Ka Sabab Hai.
Durud:- 100 Hajate Puri Karne Wala Hai.
Durud :- Paki Ka Sawab Hai.
Durud :- Nabi Tak Pahonchane Wali Aawaz Hai.
Durud :- Insan Ke Liye 1 Sadka Hai.
Durud :- Khuda Ko Razi Karne Wala Wazifa Hai.
Durud :- Gunaho Ka Kaffara Hai.
Durud :- Mohtaji Door Karne Wala Amal Hai.
Durud :- Gam Aur Har Marz Ko Dur Karne Ki Dawa Hai.
Durud :- Dua Ki Kabuliyat Ki Nishani Hai.
Durud :- Iman Aur Mohabbate Nabi Ki Nishani Hai.
Durud :- Jannat Ki Chabhi Hai.
Durud :- Khuda Ki Rehmat Aur Fazl Hai.
Durud :- Khuda, Farishte, Sahabi, Gaus, Kutub, Wali, Shajar, Hajar Aur Insan Ka Wazifa Hai”
.Momino PadhTe Raho Tum Apne Aaqa Par Darood
Hai Farishton Ka Wazifa Assalato Wassalam>>>>>>.Sallallahu Alayhi Was SallamEk Bar Durud Pad K SHARE Zaroor Karen

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm