Islamic Blog

Sawal: Ek baar Jinno ki ek jamaat Rasool-Allah Sallallhu Alaihi Wasallam ke pass aaaye aur unse guzarish ki Aap apni ummat ko in cheezo se istinja karne se mana farma dijiye kyuki ALLAH Subhanahu ne ismein hamari Rozi rakhi hai , kya aapko malium hai wo kaunsi  cheezein hain jismein  Jiinnato ki rozi hoti hai ?

  1. Jaanwaro ki khal mein
    B. Darakht ke patto mein
    C. Haddi, Leed (Gobar) aur koyle mein
    D. Mitti aur paththar mein
  2. inmein se koi nahi

    F. Sahi jawab ka intezar hai

——————–

Islamic Quiz: Once the jinn came to the Prophet peace_be_upon_him and said: O Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam, forbid your community to cleans themselves with these things , for in them Allah has provided sustenance for us. So the Prophet peace be upon him forbade them to do so.

Do you know what those things was?

  1. Animal Skins
  2. Tree Leaves
  3. Bones, dung or charcoal
  4. Dust and stones
  5. None of the above
    F. I want to know

Sahi Jawab : C. 

Haddi, Leed (Gobar) aur koyle mein

Abdullah ibn Mas’ud Radi Alllahu Anhu  se rivayat hai ki Jinno ki ek jamaat Rasool-Allah Sallallhu Alaihi Wasallam ke khidmat mein hazir huyee unhoney arz kiya ki Eh Muhammad SallAlllahu Alaihi Wasallam Aap apni ummat ko mana farma dijiye Haddi (bones) , Leed ( Gobar) aur koyley se istinja karney se kyuki ALLAH Subhanahu ne ismein hamari Rozi rakhi hai, iskey baad Rasool-Allah Sallallhu Alaihi Wasallam ne aisa karney se mana farma diya
Sunan Abu Dawud,  Vol 1, 39 -Sahih

——————-
Correct answer is C. 

Bones, dung or charcoal

 

Narrated Abdullah ibn Mas’ud Radi Alllahu Anhu  A deputation of the jinn came to the Prophet peace_be_upon_him and said: O Muhammad SallAlllahu Alaihi Wasallam , forbid your community to cleans themselves with a bone or dung or charcoal, for in them ALLAH has provided sustenance for us. So the Prophet peace be upon him forbade them to do so.

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm