Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Wudhu (Wuzu) ki ahmiyat aur uska sawab
Umar bin Khattab Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jo shaksh achchi tarah wudhu karey aur phir kahe ki
Ashhadu alla ilaha il-Allahu, wa ash-hadu anna Muhammadan Abduhu Wa Rasuluhu (Main gawahi deta hu ki Allah ke siwa koi maabood nahi aur Muhammad (Sallallahualaihi wasallam) Allah ke bande aur Rasool hain)
Aise shaksh ke liye jannat ke 8 darwaze khol diye janyege aur wo shaksh jannat ke jis darwaze se chahe dakhil ho jaye
Sunan nasaii, Jild 1, 150-Sahih
——–
उमर बिन ख़त्ताब रदी-अल्लाहू-अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स अच्छी तरह वुज़ू करे और फिर कहे की अशहदू अल्ला ईलाहा इल-अल्लाहू, वा अश्हदू अन्ना मुहम्मदन अब्दुहू वा रसुलूह
(मैं गवाही देता हू की अल्लाह के सिवा कोई माबूद नही और मुहम्मद (सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम) अल्लाह के बंदे और रसूल हैं)
ऐसे शख्स के लिए जन्नत के 8 दरवाज़े खोल दिए जायेंगे और वो शख्स जन्नत के जिस दरवाज़े से चाहे दाखिल हो जाए
सुनन नसाई, जिल्द 1, 150-सही
——–
It was narrated that Umar bin Al-Khattab may ALLAH be pleased with him said: “The Messenger of Allah peace be upon him said: whoever performs Wudhu well, then says:
Ashhadu An-la ilaha illallahu, wa ash-hadu anna muhammadan abduhu wa rasuluhu (I bear witness that there is no God except Allah, and I bear witness that Muhammad is the slave and Messenger of Allah Then eight gates of Paradise will be opened for him, and he may enter through whichever one he wishes
Sunan Nasaii, Vol1, 148-Sahih
- Allah subhanahu se Magfirat aur Aafyiat manga karo kyuki - 14th June 2017
- Sajda e Tilawat ki dua - 14th June 2017
- Bewaon aur miskeenon ke kaam aaney wala - 14th June 2017