Ameer-UL-Moamenin Fateh-Khaibar Hazrat ALI AL-Murtaza Sher-E-Khuda Karramallahu Wajha’hul Kareem RadiALLAHU Ta’ala Anhu :
21 RAMZAN-UL-MUBARAK:
FARMAN-E-NABI(SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM):
MAIN ILM KA SHAHAR HU & ALI USKA DARWAZA HAI.
(HAAKIM,J.3,S.126)
ALI KE CHEHRE KO DEKHNA BHI IBAADAT HAI.
(KANZUL UMMAL,J.6,S.156)
AMIRUL MO’MENIN UMAR FARUK-E-AAZAM FARMATE HAI:
“KAASH ! MAIN HAZRAT ALI KE SEENE KA EK BAAL HOTA”
(AL ISTIAAB,J.2,S.474)
SHER-E-KHUDA MAULA ALI RadiALLAHU Anhu Ki WILADAT:
13,RAJAB KA’ABA SHARIF ME
(17/3/599 ISVI)
SHAHADAT:
21,RAMZAN
(28/1/661 ISVI)
UMR MUBARAK 62 SAAL HUI
FARMAN-E-NABI(SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM):
MAIN JISKA MAULA HU ALI BHI USKA MAULA HAI.
ALI MUJSE HAI AUR MAIN ALI SE HU.
ALI HAR MOMIN KA DOST AUR MADADGAR HAI.
(TIRMIZI)
AYE ALI AGAR LOG IS QADAR ROZE RAKHE KE KAMAAN KI TARAH TEDHE HOJAYE.. FIR AGAR TUJH SE BUGZ RAKHE TO DOZAKH ME JAAYENGE
(ABU NAEEM)
- मिसवाक के फायदे | मिस्वाक | Miswak Benefits - 9th April 2021
- BANGALORE RAMADAN TIMING 2021 - 8th April 2021
- HYDERABAD RAMADAN TIMING 2021 - 8th April 2021