Islamic Blog

Assalam u Alaikum
Dosto – Aaj ki ASTRO LOGY science ne – Badi Mehnat – Resurch aur Machino se – Jo Jankari Jama ki Hai – Uske Mutabik – Shuru Shuru me ye UNIVERS (primary nebula) KOHRE ya DHUNWE ki Shakl me tha – yani – Gaiso ka Ambaar tha
Phir – waha ALLAH ki Qudrat se- ek Bahut bada Maha Wisfot Huwa – yani- BIG BANG Huwa
Jiska Nateeja GALAXYO ke Roop me Saamne Aaya
Phir Aage chal ker GALAXIYO ke Tukde Huwe
To unke Tukde CHAND – SOORAJ – GRAH – TAARO ke Roop me Badalte chale Gaye
is baat ko sare “Scientist” Mante Hain – ki Big Bang ke Dhamake ki wajha se – ye sab Alag Ho ker is Roop me Aaye
Azeezo Dosto- ab zara dekhte Hain – ki- QURAN me *ALLAH* ne is bare me kya Farmaya Hai
Al Quran > *( PHIR (ALLAH) – AASMAN KI TARAF “MUTA WAJJEH” HUWA – JABKI WO SIRF ‘DHUNWA- DHUNWA” (GAS) THA – USNE – AASMAN AUR ZAMEEN SE KAHA – KI- WAJOOD ME AA JAO – CHAHE TUM CHAHO YA NA CHAHO – UNHONE KAHA- HUM AA GAYE – FARMA BARDARO KI TARHA
(AUR) KYA – INKAAR KARNE WALO NE – YE NAHI DEKHA – KI- YE “AASMAN AUR ZAMEEN” BAHAM , MILE JULE THE – PHIR ‘HAMNE’ INHE :ALAG: KIYA )*
(*41 – 11* — *21-30*)
Azeezo Dosto – ye BIG BANG ki khoj 20vi Sadi ki Hai – yani – AAP Sallal Laho alaihe wasallam se 1300 Saal baad – Us zamane me to koi – iske Bare me Soch bhi Nahi sakta tha
To phir is JANKARI ka Zariya kya Ho sakta Hai
Yaqinan – ye ki- ALLAH ne ye KHABAR di Hai
isse Bada – SABOOT aur kya Ho sakta Hai – QURAN ki SADAQAT aur SACHCHAYI ka
***$UBHAN ALLAH***

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.
mm