Namaz

Eid ul Adha ki namaz ka Tarika

Eid ul Adha ki namaz ka Tarika Hindi

(Niyat ki maine 2 rakat namaz Wajib Eid Ul Adha ki, Zahid 6 Takbiro ke, Muh Kaaba shareef ki taraf, Picha is Imam ke, Allah o Akbar)

1, Pehli Takbeer
Jab Imaam Pehli Takbeer Kahe To Dono Haath Kano Tak Uthaye or Hatho Ko Bandh Kar SANA«subhanakallahumma» Parhe

2, Dusri Takbeer
Jab Imaam Sahab Dusri Takbeer Kahe To Haatho Ko Kano Tak Utha Kar Phir Chor Dewe

3, Tisri Takbeer
Jab Imaam Sahab Tisri Takbeer Kahe To Haatho Ko Kano Tak Utha Kar Phir Chor Dewe

4, Chouthi Takbeer
Jab Imaam Sahab Chothi Takbeer Kahe To Haatho Ko Kano Tak Uthaye Phir Bandh Lewe

Phir Imaam Sahab Ke Saath Pehli Rakaat Dusri Namaazo Ki Tarah Ada Kare

Dusri Rakaat:
Jab Imaam Sahab Pehli Rakat Puri Kar Ke Dusri Rakaat Shuroo Kare To
Imaam Sahab Ki Qirat Karne Ke Baad RUKOO Me Jane Se Pehle Imaam Sahab Takbeer Kahennge

1, Pehli Takbeer
Jab Imaam Sahab Pehli Takbeer Kahe To Hatho Ko Kano Tak Utha Kar Phir Chhorh Dewe

2, Dusri Takbeer
Jab Imaam Sahab Dusri Takbeer Kahe To Haatho Ko Kano Tak Utha Kar Phir Chhorh Dewe

3, Tisri Takbeer
Jab Imaam Sahab Tisri Takbeer Kahe To Haatho Ko Kano Tak Utha Kar Phir Chhorh Dewe

4, Chouthi Takbeer
Jab Imaam Sahab Chouthi Takbeer Kahe To
Sidhe Rukoo Me Chale Jayen
HATHO Ko KAANO TAK NA UTHAYE

Phir Dusri Namaazo Ki Tarah Imaam Ke Saath Apni Namaaz Puri Karen….

Namaaz Baad Khutba Sune.
Khutba Sunna Bhi Wajib Hai.

 

Aafreen Seikh

Aafreen Seikh is an Software Engineering graduate from India,Kolkata i am professional blogger loves creating and writing blogs about islam.

Share
Published by
Aafreen Seikh

Recent Posts

Shab-E-Barat Ki Fazilat (शाबान बरक़त वाली रात)

शब्-ए -बरात बेशुमार हैं शब् -ए-बरात यानि 15th शाबान में बख्शीश व मगफिरत वाली रात…

2 years ago

Shab E Barat 2022: इबादत की रात शब-ए-बारात, जानिए कब और कैसे मनाया जाता है|

शब्-ए-बरात की रात मुस्लिम समाज के लोग मस्जिदों और कब्रिस्तानों में अपने और पूर्वजों के…

2 years ago

शब-ए-बारात 2022 (SHAB-E-BARAT FESTIVAL)

शब-ए-बारात - शब-ए-बारात का पर्व मुस्लिमों द्वारा मनाये जाने वाले प्रमुख पर्वों में से एक…

2 years ago

शब् बरात के बारे मे कुछ जरुरी बातें |

शब-ए-बारात दो शब्दों, शब[1] और बारात [2]से मिलकर बना है, जहाँ शब का अर्थ रात होता है वहीं बारात का…

2 years ago