Juma Mubarak

Jumma Ke Din Ye Dua

“JUMA MUBARAK”

الَسَـــــــلاَمُ عَلَيــْــكُم وَرَحْمَةُ اللهِ وبركاته.
.دعاؤن مين ياد ركهين
JUMMA MUBARAK
To All FB Friends

ALLAHUMMA SALLI ALA MUHAMMADIN- NIN-NABIYIL-UMMI WA-ALA-AALIHI- WA-SALLIM- TASLIMA
Is DAROOD ko JUMA K DIN ASAR ki FARZ NAMAZ k bad usi Jaga bait kar 80bar Padhnai se 80sal k GUNAH MAF hotai hai Aur 80sal ki IBADAT ka SAWAB milta hai
Plz do it at-least ONCE IN UR LIFE 2day is JUMMA & VERY IMPORTANT DAY
Frwd 2 others

JUMMA ka matlab :-
J:Jannat ka din
U: Ummide tamam hone ka din
M: Manzile milne ka din
M: Mubarak din
A: Allah ki REHMAT ka din.
Dua me yadrakna.

Jumma Mubarak
Best Beauty Tips.
1.For Lips- Durood-e-Pak
2.For Voice- Tilawat-e-Quran
3.For Eyes- Haya
4.For Face- Wazu
5.For Hands- Charity
6.For Heart- Fear of ALLAH.

Mohabbat kisse ki jaye?

الَسَـــــــلاَمُ عَلَيــْــكُم وَرَحْمَةُ اللهِ وبركاته..دعاؤن مين ياد ركهين

Suraj se?
Lekin is me Tapish hoti hai.

Pani se?
Ye Baha ke le jata hai.

Duniya se?
Ye to Rulati hai.

Phoolo se?
Ye Murjha jate hai.

Paise se?
Ye to Rishte Todta hai.

Khushi se?
Ye to Waqti hoti hai.

Logo se?
Ye to Bewafa hote hai.

To phir Mohabbat kisse ki jaye?
Sarkar-E-Do Alam Hazrat Muhammad (sal Allahu alaihi wa sallam) se,Jo us Din b Saath honge jab Maa Bap b Apni Aulad ko Bhool jayenge.
SUBHANALLAH.

Laab pe Hadeeso ki Rawani le chalte seene pe Aayate Quraan le chalo.. Agar milna ho Baagh-e-jannat me..
To Peshani pe Sajde ki Nishani le chalo..!

Swich off-TV
swich on-IBADATH

Close-magazins open-QURAN

keep-cell
take-THASBIH

“EK HAQIQAT”
Main maut se darta hoon, per 1din Marna to hai zaroor,
Main kafan dekh kar laraz jata hun par 1din pehanna to hai zaroor,
Main janaza dekh kar
Ghamgheen ho jata hoon par 1din mera janaza uthna to hai zaroor.
Main Qabar ke andheron se kaanp jata hun par is mein rehna to hai zaroor.
Ye dunya achhi lagti hai, par isko chod kar jana to hai zaroor.
Phir bhi main ne Akhirat ki tayyari nahi ki par ALLAH ko hisaab dena to hai zaroor.
Pray 4 all ummath

Noor Saba

Asalam-o-alaikum , Hi i am noor saba from Jharkhand ranchi i am very passionate about blogging and websites. i loves creating and writing blogs hope you will like my post khuda hafeez Dua me yaad rakhna.

Share
Published by
Noor Saba

Recent Posts

Shab-E-Barat Ki Fazilat (शाबान बरक़त वाली रात)

शब्-ए -बरात बेशुमार हैं शब् -ए-बरात यानि 15th शाबान में बख्शीश व मगफिरत वाली रात…

2 years ago

Shab E Barat 2022: इबादत की रात शब-ए-बारात, जानिए कब और कैसे मनाया जाता है|

शब्-ए-बरात की रात मुस्लिम समाज के लोग मस्जिदों और कब्रिस्तानों में अपने और पूर्वजों के…

2 years ago

शब-ए-बारात 2022 (SHAB-E-BARAT FESTIVAL)

शब-ए-बारात - शब-ए-बारात का पर्व मुस्लिमों द्वारा मनाये जाने वाले प्रमुख पर्वों में से एक…

2 years ago

शब् बरात के बारे मे कुछ जरुरी बातें |

शब-ए-बारात दो शब्दों, शब[1] और बारात [2]से मिलकर बना है, जहाँ शब का अर्थ रात होता है वहीं बारात का…

2 years ago