Hadith

Mafhum-e-Hadith: Marhum ( dead) rishtedaro ki taraf se Hajj

Bismillahirrahmanirrahim

Mafhum-e-Hadith: Marhum ( dead) rishtedaro ki taraf se Hajj

Ibn Abbbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek aurat ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se apni walid ke bare mein pucha jiska inteqal bagair hajj kiye ho gaya to Aap Sal-Allahu AlaihiWasallam ne farmaya tum unki taraf se hajj karo.
Sunan Nasaii, Vol 2, #545 -Sahih

Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek shaksh ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se farmaya ki mere walid ki wafat ho gayi aur wo hajj nahi kar sake, kya main unki janib se hajj kar sakta hu, Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar tumhare walid sahib par karz hota to kya tum unki taraf se wo karz ada kartey ? usney kaha ji haan to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya phir Allah subhanahu ka karz ada karne ka haq zyada hai.
Sunan Nasaii, Vol 2, 550 -Sahih

English Translation :
It was narrated from Ibn Abbas Radi Allahu Anhu that: a woman asked the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam about her father who had died and he did not perform Hajj.He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said:”Perform Hajj on behalf of your father.”
Sunan Nasaii, Book 24, Hadith 2635-Sahih

It was narrated that Ibn Abbas Radi Allahu Anhu said A man said: O Messenger of Allah ! My father has died and he did not perform Hajj; shall I perform Hajj on his behalf?’ He said: ‘Don’t you think that if your father owed a debt you would pay it off?’ The man said: ‘Yes.’ He said: ‘The debt owed to Allah is more deserving (of being paid off).”‘
Sunan Nasaii,Book 24, Hadith 2640-Sahih

Aafreen Seikh

Aafreen Seikh is an Software Engineering graduate from India,Kolkata i am professional blogger loves creating and writing blogs about islam.

Share
Published by
Aafreen Seikh

Recent Posts

Shab-E-Barat Ki Fazilat (शाबान बरक़त वाली रात)

शब्-ए -बरात बेशुमार हैं शब् -ए-बरात यानि 15th शाबान में बख्शीश व मगफिरत वाली रात…

2 years ago

Shab E Barat 2022: इबादत की रात शब-ए-बारात, जानिए कब और कैसे मनाया जाता है|

शब्-ए-बरात की रात मुस्लिम समाज के लोग मस्जिदों और कब्रिस्तानों में अपने और पूर्वजों के…

2 years ago

शब-ए-बारात 2022 (SHAB-E-BARAT FESTIVAL)

शब-ए-बारात - शब-ए-बारात का पर्व मुस्लिमों द्वारा मनाये जाने वाले प्रमुख पर्वों में से एक…

2 years ago

शब् बरात के बारे मे कुछ जरुरी बातें |

शब-ए-बारात दो शब्दों, शब[1] और बारात [2]से मिलकर बना है, जहाँ शब का अर्थ रात होता है वहीं बारात का…

2 years ago