Quran

Surah Mulk Ki Fazilat Hindi

Surah Mulk Ki Fazilat

Qabr ke under Sauratul Mulk ki Tilawat :

Hazrat Sayyiduna Ibn Abbas رضی اللہ عنہما Farmate Hain Ke Ek Sahabi ؓ  ne ek qabr par apna khaima lagaya magar inhen ilm na tha ke yahan qabr hai lekin bad me pata chala ke wahan kisi shakhs ki qabr hai jo *Surah Mulk* padh raha hai aur is ne puri surat khatm ki
Wo sahabi ؓ  ne Rasoolullah صلی اللہ علیہ و سلم ke bargah me hazir hue aur arz kiya :

“Ya Rasool Allah صلی اللہ علیہ و سلم main ne ek qabr par khaima tan liya magar mujhe malum na tha ke wahan qabr hai jabke wahan ek aise shakhs ki qabr hai jo rozana puri Surah Mulk padhta hai-” to

Rasoolullah صلی اللہ علیہ و سلم ne Farmaya : “yahi rokne waali hai , yahi najat dilane waali hai, jisne ise azab e qabr se mahfooz rakha_”.*

*📚Sunan Tirmizi, Hadees # 2899.*

Suratul Mulk ke Tilawat Karne Wale ki Shafa’at :


Rasoolullah صلی اللہ علیہ و سلم ne Farmaya:

Beshak Qur’an me 30 Aayaton Par Mushtamil Ek Surat Hai Jo Apne Qaari (padhne wale) ke Liye Shafa’at Karti Rahegi Yahan tak ke is ki *Maghfirat* Kardi Jayegi aur Ye تبٰرک الذئ بیدہ الملک *Tabarakallazi Biyadihil Mulk* Hai.


*📚Sunan Tirmizi # 2900.*

Noor Saba

Asalam-o-alaikum , Hi i am noor saba from Jharkhand ranchi i am very passionate about blogging and websites. i loves creating and writing blogs hope you will like my post khuda hafeez Dua me yaad rakhna.

Share
Published by
Noor Saba

Recent Posts

Shab-E-Barat Ki Fazilat (शाबान बरक़त वाली रात)

शब्-ए -बरात बेशुमार हैं शब् -ए-बरात यानि 15th शाबान में बख्शीश व मगफिरत वाली रात…

2 years ago

Shab E Barat 2022: इबादत की रात शब-ए-बारात, जानिए कब और कैसे मनाया जाता है|

शब्-ए-बरात की रात मुस्लिम समाज के लोग मस्जिदों और कब्रिस्तानों में अपने और पूर्वजों के…

2 years ago

शब-ए-बारात 2022 (SHAB-E-BARAT FESTIVAL)

शब-ए-बारात - शब-ए-बारात का पर्व मुस्लिमों द्वारा मनाये जाने वाले प्रमुख पर्वों में से एक…

2 years ago

शब् बरात के बारे मे कुछ जरुरी बातें |

शब-ए-बारात दो शब्दों, शब[1] और बारात [2]से मिलकर बना है, जहाँ शब का अर्थ रात होता है वहीं बारात का…

2 years ago