HADEES:-
**********
Hazrat-A-Hasan Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Se Marwi Hain Ki Jab ALLAH-TA’AALA Ne Hazrat Aadam Alaihi Salam Ki Tauba Kubul Farmayi To Farishton Ne Uneh Mubarak-Baad Pesh Ki! Zibrayil Wa Mikayil Alaihi-Mus-Salam Haazir Hue Aur Kaha, Aye Aadam! Aapne Tauba Karke Apni Aankhon Ko Thanda Kerliya! Hazrat Aadam Alaihi Salam Ne Farmaya, Agar Is Tauba Ki Kubuliyat Ke Baad ALLAH-TA’AALA Se Fir Sawaal Karna Pada To Kya Hoga?

ALLAH-TA’AALA Ne Aadam Alaihi Salam Per “WAHI” Naazil Farmayi Ki,
“Aye Aadam! Tune Apni Aulaad Ko Mehnat Aur Dukh-Taklif Ka Waaris Banaya Aur Hamne Uneh Tauba, Bakshish! Jo Bhi Mujhe Pukaarega Main Teri Tarah Uski Pukaar Sunuga, Jo Mujhse Magfirat Ka Sawaal Karega Main Use Na-Ummid Nahi Karuga! Kyonki Main Kareeb Hoon, Duaon Ko Kabul Karne Wala Hoon, Main Tauba Karne Walon Ko Unki Qabron Se Is Tarah Uthaounga Ki Wo Haste-Muskurate Hue Aayege, Unki Duayen Maqbool Hogi!”

(Mukashfatul Kulub, Pg-123)

Shaheel Khan

As-salam-o-alaikum my self shaheel Khan from india , Kolkata miss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.

Share
Published by
Shaheel Khan
Tags: TAUBA

Recent Posts

Shab-E-Barat Ki Fazilat (शाबान बरक़त वाली रात)

शब्-ए -बरात बेशुमार हैं शब् -ए-बरात यानि 15th शाबान में बख्शीश व मगफिरत वाली रात…

2 years ago

Shab E Barat 2022: इबादत की रात शब-ए-बारात, जानिए कब और कैसे मनाया जाता है|

शब्-ए-बरात की रात मुस्लिम समाज के लोग मस्जिदों और कब्रिस्तानों में अपने और पूर्वजों के…

2 years ago

शब-ए-बारात 2022 (SHAB-E-BARAT FESTIVAL)

शब-ए-बारात - शब-ए-बारात का पर्व मुस्लिमों द्वारा मनाये जाने वाले प्रमुख पर्वों में से एक…

2 years ago

शब् बरात के बारे मे कुछ जरुरी बातें |

शब-ए-बारात दो शब्दों, शब[1] और बारात [2]से मिलकर बना है, जहाँ शब का अर्थ रात होता है वहीं बारात का…

2 years ago