MASJID May In AADAAB Ka Lihaaz Rakhen:-
(1) Jab Masjid May Dakhil Ho To Salaam Karen Ba-shartain Ki Jo Log Wahan Maujudh Hain Zikr Wa Der’s May Mashgul Na Ho Aur Agar Wahan Koi Na Ho Ya Jo Log Hain Wo Mashgul Hain To Yeh Kahe ASSALAMU-ALAINA-MIN-RABBANA-WA-ALA-IBADILLAH-HIS-SWALIHEEN!
(2) Waqt Maqrooh Na Ho To 2 Rakat Taiyyatul Masjid Ada Karen!
(3) Kharid Wa Farokht Na Karen!
(4) Nanggi Talwar Masjid May Na Le Jaye!
(5) Goomi Hui Chiz Masjid May Na Dhoonde!
(6) Zikr Ke Siwa Awaaz Bulandh Na Karen!
(7) Duniya Ki Baatain Na Karen!
(8) Logon Ki Gardhane Na Falaange!
(9) Jagah Ke Mutaallik Kisi Se Jhagda Na Karen!
(10) Is Tarah Na Baithe Ki Dusron Keliye Jagah May Tanggi Ho!
(11) Namazi Ke Aage Se Na Guzre!
(12) Masjid May Thoonk Khankhar Na Daale!
(13) Ungliyan Na Chatkayen!
(14) Najasat Aur Bacchon Aur Paagalon Se MASJID Ko Bachayen!
(15) Zikr-A-Ilahi Ki Kasrat Karen!

Aafreen Seikh

Aafreen Seikh is an Software Engineering graduate from India,Kolkata i am professional blogger loves creating and writing blogs about islam.

Share
Published by
Aafreen Seikh

Recent Posts

Shab-E-Barat Ki Fazilat (शाबान बरक़त वाली रात)

शब्-ए -बरात बेशुमार हैं शब् -ए-बरात यानि 15th शाबान में बख्शीश व मगफिरत वाली रात…

2 years ago

Shab E Barat 2022: इबादत की रात शब-ए-बारात, जानिए कब और कैसे मनाया जाता है|

शब्-ए-बरात की रात मुस्लिम समाज के लोग मस्जिदों और कब्रिस्तानों में अपने और पूर्वजों के…

2 years ago

शब-ए-बारात 2022 (SHAB-E-BARAT FESTIVAL)

शब-ए-बारात - शब-ए-बारात का पर्व मुस्लिमों द्वारा मनाये जाने वाले प्रमुख पर्वों में से एक…

2 years ago

शब् बरात के बारे मे कुछ जरुरी बातें |

शब-ए-बारात दो शब्दों, शब[1] और बारात [2]से मिलकर बना है, जहाँ शब का अर्थ रात होता है वहीं बारात का…

2 years ago