Categories: Islamic Knowledge

DOZAKH KI AAG OR ANDHERA

ALLAH k rasool SallAllahu taala alaihi wassalam ne farmaya ki dozakh ko ek hazar sal tak dhonka (jalaya) gaya, to uski aag lal ho gayi , phir ek hazar saal tk dhonka gaya gaya to uski aag safed (white ) , phir ek hazar saal tak dhonka gaya gaya to uski aag kaali (black) ho gayi , dozakh ab kaali andhere wali hai…….. (‪#‎_tirmiz_sharif‬)

Ek riwayat me aaata h ki andheri raat ki tarah barik hai or dusri riwayat m aya h ki uski lapat (flame) se usme roshni nhi hoti …. ‪#‎_Targib‬

Yani hamesa ANDHERA hi rehta hai….

Bukhari or muslim sharif ki Riwayat me hai ki Rasool Allah sallAllahu alaihi wassalam ne farmaya , TUMHARI YE aag jisko tum jalate ho Dozakh ki Aag ka sattar wa hissa hai , Sahaba n arz kiya jalane ko to yahi bhot hai….!! Apne fArmaya , Haa iske bawajood Duniya ki aag se Dozakh ki aag Garmi 69 darza badhi hui hai or Ek riwayat m hai ki Dozakhi agar duniya ki aag me jaye to unko neend aa jaye…

Kyuki Dozakh ki Aag k mukable me Duniya ki aag bhot Hi zyada Thandi hai !!…isliye usme unko Dozakh k muqable me Aaram malum hoga…..

Noor Aqsa

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.

Share
Published by
Noor Aqsa

Recent Posts

Shab-E-Barat Ki Fazilat (शाबान बरक़त वाली रात)

शब्-ए -बरात बेशुमार हैं शब् -ए-बरात यानि 15th शाबान में बख्शीश व मगफिरत वाली रात…

2 years ago

Shab E Barat 2022: इबादत की रात शब-ए-बारात, जानिए कब और कैसे मनाया जाता है|

शब्-ए-बरात की रात मुस्लिम समाज के लोग मस्जिदों और कब्रिस्तानों में अपने और पूर्वजों के…

2 years ago

शब-ए-बारात 2022 (SHAB-E-BARAT FESTIVAL)

शब-ए-बारात - शब-ए-बारात का पर्व मुस्लिमों द्वारा मनाये जाने वाले प्रमुख पर्वों में से एक…

2 years ago

शब् बरात के बारे मे कुछ जरुरी बातें |

शब-ए-बारात दो शब्दों, शब[1] और बारात [2]से मिलकर बना है, जहाँ शब का अर्थ रात होता है वहीं बारात का…

2 years ago