Dua

Baitul khala Se Nikalne ki Dua

Bismillahirrahmanirrahim

Baitul khalaa mein daakhil hote waqt baayan(left) pair andar daakhil karna aur nikalte waqt pahle daayan(right) pair nikaalna.

Baitul khala mein Daakhil hone ki dua

Allaahummaa innee a’oozu bika minal-khubuthi walkhabaa’ith

Tarjuma::
Aye Allah! Main khabees jinon aur khabees jinniyon se teri panaah me aataa hoon.
Kiyu ke baitul khalaa unke rahne ki jagah hain is liye unse panaah maangna zaroori hai.taake Allah Tala unki shar se mahfooz rakhe..[Sahih Bukhari: 142]

2.Baitul khalaa se nikalne ki dua
        “Ghufraanaka”
 Tarjuma::
Aye Allah main teri bakh shish talab karta hoon.[Sunan Abu Dawood: 30]

Note:: Insaan din raat mein kayi dafaa baitul khalaa mein daakhil hota hai .. Jab baitul khala mein anaa jaana ho. In sunnaton ko zaroor amaal karna chaahiye..

Aafreen Seikh

Aafreen Seikh is an Software Engineering graduate from India,Kolkata i am professional blogger loves creating and writing blogs about islam.

Share
Published by
Aafreen Seikh

Recent Posts

Shab-E-Barat Ki Fazilat (शाबान बरक़त वाली रात)

शब्-ए -बरात बेशुमार हैं शब् -ए-बरात यानि 15th शाबान में बख्शीश व मगफिरत वाली रात…

2 years ago

Shab E Barat 2022: इबादत की रात शब-ए-बारात, जानिए कब और कैसे मनाया जाता है|

शब्-ए-बरात की रात मुस्लिम समाज के लोग मस्जिदों और कब्रिस्तानों में अपने और पूर्वजों के…

2 years ago

शब-ए-बारात 2022 (SHAB-E-BARAT FESTIVAL)

शब-ए-बारात - शब-ए-बारात का पर्व मुस्लिमों द्वारा मनाये जाने वाले प्रमुख पर्वों में से एक…

2 years ago

शब् बरात के बारे मे कुछ जरुरी बातें |

शब-ए-बारात दो शब्दों, शब[1] और बारात [2]से मिलकर बना है, जहाँ शब का अर्थ रात होता है वहीं बारात का…

2 years ago