Islamic Blog

Do not be people without minds of your own

“Do not be people without minds of your own, saying that if others treat you well you will treat them well and that if they do wrong you will do wrong. But (instead) accustom yourselves to do good if people do good and not to do wrong if they do evil.” ——— Prophet Muhammad (s) […]

The Prophet Muhammad (s) said:

The Prophet Muhammad (s) said: “Anybody who believes in Allah and the Last Day should not harm his neighbor, and anybody who believes in Allah and the Last Day should entertain his guest generously, and anybody who believes in Allah and the Last Day should talk what is good or keep quiet (i.e. abstain from […]

Mafhom e Hadees:

Mafhom e Hadees: Aurat Pasli Ki Haddi se Paida ki gai hay, Agar Esay Seedha karna Chaho Gay to Toot Jaye Gi, Lehaza Es se Narmi k Sath Paish awo. (Sunan Darmi, Hadees 2267, Darja: Sahi, Kitab un Nikah, Baab: Biwi ki Khidmat karnay ka Bayan, Ravi: Hazrat Abo Zar Razi Allah Anho)

Hadees

Nabi Alaihe Salam ne Frmaya: Sunnat k Mutabiq Thora sa amal bhe us Bohat se Amal se Kahien Behtar hay Jo Bidat k Tour per kia Jaye, Jis ne Meri Sunnat per amal kia wo Mera Hay aor Jis ne Meri Sunnat ko Chora Wo Mera nahi hay (Musannaf Abdul Razzaq, Hadis 20568, Darja: Sahi […]

5 Golden Point Of Islamic Life;

1;Agr Ap Kisi Doctor K Pas Nahi Jana Chahte To SURA REHMAN Me Har Bimari Ki Shifa Hai. 2;Agr Apki Murad Puri Nahi Hoti To Rozana SURA YASEEN Ki Tilawat Karen. 3;Agr Rizq Me Barkat Chahye To Rozana SURA WAQIA Parhen. 4;Agr Apko Qabar K Azab Ka Darr Hai To Rozana Rat Ko SURA MULK […]

Aap Kin Logo Mein Shaamil Ho

Ek Baar Hazrat Umar (radi allahu anhu) bazar me Jaa rahe the unko ek aadmi mila Jo Dua kar raha tha, “Ae Allah Mujhy Apne Chand (Thode) Logon me shamil kr”. Hazrt Umar (radi allahu anhu) ne Us se pucha,Ye Dua tum ne kaha se seekhi??” WO bole,Allah ki kitaab se, Allah ne Quran Me […]

Jannat Tumhari Hogi, Agar

Hazrat Muhammad ﷺ ne farmaya : ye 4 Kaam kar lo, Jannat tumhari hai. 1) Jo Tujh Se rishta Tode, tu us Se rishta Jod 2) Jo Tera HAQ Maare, tu Us Ko ATA Kar (zyada de) 3) Jo Tujh Par ZULM Kare, tu Us Ko Maaf Kar 4) Jo Tujh Se BURA SALOOK Kare, […]

Islam mein Zina (Adultery/Avedh sex sambandh) bahut bada gunah hai.

Zina kya hai : Ek mard Ek aisi Aurat se ya Ek aurat ek aise mard se Sohbat/Humbistari/Sex kare jiska uske sath shadi nahi hue ho. Hazrat Muhammad salllalahu alyhiwasallam ne kaha ki “Musalman hote hue to koi Zina kar hi nahi sakta” [Bukhari Sharif, Jild:3, Safa:614, Hadees: 1714] saaf saaf matlab hai ki zina […]

Wife-Husbnad (miya-biwi) ke ek dusre par haq (adhikaar)

Mard ko shadi ke baad apni biwi ki zimmedari nibhana zaruri hai, agar koi insan usme kami karta hai to islam ke hisab se wo gunahgar hai. Quran mein Allah farmata hai ki AURATON ka HAQ MARDO par aisaa hi hai jaisaa AURATON par (mardo ka) hai. [SURAE BAQRAH:228] MARD ke ye liye zaruri hai […]

Islam Mein Kapda Pahanne Ka Tarika

insan kapda pahanta hai aur kapda kesa hona chahiye, kese pahanna chahiye, ye bhi islam mein sikhaya gaya hai. Hum roz kapde pahante hain, lekin agar hum in kapdo ko sunnat tarike se pahan lege to hamara kapde pahanna jesa chhota kaam bhi sawab ban jaayega. Aajkal bahut se log kapde pahanne mein apne man-pasand […]